Na koi khusi

Na koi khusi
Na koi khusi Na koi tammana Rkhte he hum,Apne hi saaye k sang Rahte he hum,Kaise kahe kaise he humBas Aap khush he to bohot khush he hum
  

Jan, 25 2012     136 chars (1 sms)     793 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

aankhon mey hamesha ek sapnaa rakho, yahaa aainaa koi nahi hai........ hothon pey hamesha muskuraahat rakho, yahaa gam kaa kharidaar koi nahi hai
hamdardiya fuzul hai dil tutne ke bad. Khairat dijiye na hume lutne ke bad.karde maf ma meri janat ka hai sawal,janat na mil sakegi tere ruthne ke bad
Maine khuda se poochha, "Keemat Kya Hai Pyaar Ki ?.." Khuda bhi Hass k bola, "Aansu Bhari Aankhen Aur Umar Intezaar Ki..."
Arthi meri uth rahi thi mere ashiyane se,fir bhi taklif thi unko bahar aane me,bewafa ne ghar me bethe bethe hi pucha ki,aur kitani der baki he ise jalane me??
Maanzil na rahi koi thikaana bhi nahi hai.. wapas mujhe ghar laut ke jaana bhi nahi hai.. maine hi sikhaaya tha use teer chalana.. ab mere siva uska koi nishaana bhi nahi hai..!
Iska Gila Nhi K Bahot Gam Uthaye He,Brbadiya Nasib Me Likhwa K Aye He,Haal Na Puchha Usne Mere Jite Ji,Ab Kabar Pe Ansu Bahan Aye He
Aap ki Baat Maan Li Humne,Apne Hatho Hi Apni Jaan Li Humne,Aaj se Bhool Jaayenge Hum Aapko,Aaj se Ye Bhi Apne Dil Me Thaan Li Humne..............
Jabbi yad karo pyar se karna, jab b muskrana dil khol k muskrana, jab b rona zara kam hi rona, magar jab kisika dil todna zara sochke todna.
Aap to chand ho jise sab yad karte hain or hamari kismat to taro jaisi hai,hume yad karna to door,Log apni khawahish ke liye hamare tutne ki fariyad karte hain.
Jis din band kr li humne ankhe,kai ankho se us din ansu barsenge,Jo kehte he k bohot tang karte he hum,wahi hamari ek shararat ko tarsenge
Dariya wafaon ka kabi rukta nhi, mohabbat me insan jhukta nahi, hm chup hai kisi ki khushi k liye aur wo sochte h hmara dil dukhta nahi...
Dil Shab-E-Tanhaiyo Me Jala Nahi Hota,Tu Agar Muzse Zindgi Me Mila Nhi Hota,Bewafa Banke Meri Maut Ka Kafan Siya Tune,Tu Agar Khud Mita Deta To Gila Nhi Hota