Zakhmo Pr Marhm

Zakhmo Pr Marhm
Zakhmo Pr Marhm Nhi Lga Skte, To Zkhm to Mt Do Maut Nhi De Skte, To Jine Ki Umeed To Mt Do Saamne Humare Nhi Rh Skte, To Apni Tasveer To Mt Do Pyar Nhi Krte Ho Agr Humse, To Zamane Ki Duhai To Mat Do
  

Jan, 25 2012     199 chars (2 sms)     804 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

nazar andaz who hame jiye ja rahe hai.hum har sitam unka dil par liye ja rahe hai.kyu yaad ate hai who jo hume jakhm pe jakhm diye ja rahe hai.
Duniya me koi kisike liye kuch nahi karta marnewale ke sath har koi nahi marta are marneki baat to chodo yahaan Zinda hai phir bhi koi YAAD nahi karta
dard sahne se nahi darte hum,par us dard ke khatm hone ki koi aas to ho.dard chahe jitna bhi dardnaak kyu na ho,par dard dene waale ko uska ehsaas to ho.
Ankhe thak gai mere yar ke intzar me, waqt ne luta mujhe bhare bazar me, kyu nhi ayi tu mujhse milne mujh me kami thi ya mere pyar me
Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo, Pyar nahi to shikayat hi kiya karo, itne bhi gair na samjo ki baat hi na kiya karo, call nahi to miss call hi kiya karo!
Hum fir bewafa se rishta bana baithe.Fir uski sadgi se dhokha kha baithe.Patthoro se hai talukat apne.Fir bhi sheeshe ka ghar bana Baithe....
Unko humne khafa kar diyaAisa laga jese khud se koi gunah kar liyaUnko kese manae ye soch rahe he humAb to aasuo ne b aane se mana kar dia
Yun humko satane ki jarurat kya thi.. Dil mera jalane ki jarurat kya thi.. Jo nahi tha ishq to kah diya hota.. Dil mera tod ke jane ki jarurat kya thi.
Tum chale jaogeto koi kushi n rahegi,tere bin chirago me roshni n rahegi,kya kahe kya guzaregi dilpar,Zinda to rahege par zindagi n ra
Us shakhs ko mera ehsaas to hai, bedard hi sahi woh mera hamraaz to hai, ayega ek din mere paas wapas, jhoothi hi sahi ek aas to hai
Dil ko bas uski yad aati he,Wo dil ko udas kar jati he,Koi puchta he hame pyar kitna he dil me,Kuch nahi kehte bas aankh bhar ati he
e diwane tu kya jane ye bhi apna farz nibha raha hai, koi chum na le mere kadmo ki mitti ko isi liye nishan mitata ja raha hai