Kisi ne hume

Kisi ne hume
Kisi ne hume aashiq kaha,Kisi ne hume diwana kaha.... In aankhon me aansu tab aaye,Jab apno ne hume begana kaha.
  

Jan, 25 2012     112 chars (1 sms)     879 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Yu hi nahi LADKHADAYE hum Ae dost,SAMBHALNA hum Bhi Jante the,Magar THOKAR uss Pathar se lagi,JISE HUM KABHI APNA RAB MAANTE THE.
Gam nahi tha humko kabhi zamaane ki ruswayion ka,Takleef hoti hai jab koi apna khafa ho jata hai,Dil ki khalish aksar jaan leva ho jati hai lekin,Dar-e-dil ek had ke baad dard-e-dawa ho jata hai.
Ek Waade Par Zindagi Tabah Kar Baithe,Hai Re Diwanagi! Ye Kya Gunah Kar Baithe,Ek Pyar Ki Arzoo Khathir Hum Apni Raton Ka Dhua Kar Baithe
Ye duniyavale bhi bade Ajib he,kabhi hamse dur to kabhi karib he,dard na batae To hame kayar kehte he,aur agar dard bata de to shayar kehte he
Hum to humare liye kuch kar na sake, jin k liye kiya wo samajh na sake, koi khel gaya u apne se, sisak te rahe par mu se aah bhi na nikal sake
Mujhko parkhne ka nateeja kya nikla Zakhm e dil nazron se bhi gehra nikla Tod ke dekh hi liya tune aaina mere dil ka Bataa teri soorat k siva kya nikla.....
Wo Aaj Phir Mile Aankhein Chaar Hui Dil Se Dil Ki Phir Ek Baar Takraar Hui Kehne Lage Kahan Hain Mohabbat Teri Hamne Kaha Vahin Dafan Hai Jahan Aapki Duniyaa Aabaad Hui…
Barh gaye kuch aur uljhan rabta karne ke baad,khud se bhi shikwa raha un se gila karne ke baaad,is se barh kar aur kya hum per sitam hoga yahan,mashwara manga hai usne faisla karne ke baad.
Hame Bich Mujhdhar Main Ussne Chod Diya, Phir Dil Hamara Chaha Jisne Usne Tod Diya, Kitna Akela Hu Main Yeh Na Pucho, Jab Mera Sath Mere Saye Ne Bhi Chod Diya.
Har zakhm kisi thokar ki meharbani hai... meri jindgi bus ak kahani hai... mita dete sanam k dard ko sine se... par ye dard hi uski akhri nishani hai.
Gum ki parchaiyan, yaar ki rusvaiyan; Wah re muhobbat! Tere hi dard aur teri hi dawaiyan
hamdardiya fuzul hai dil tutne ke bad. Khairat dijiye na hume lutne ke bad.karde maf ma meri janat ka hai sawal,janat na mil sakegi tere ruthne ke bad