Zindagi Bitayi Humne

Zindagi Bitayi Humne
Zindagi Bitayi Humne Ibadat Me, Duaon Me Sabko Shaamil Kiya, Arzoo Ki Jab Khud Ke Liye, Khuda Se Hume Kuch Haasil Na Hua.
  

Jan, 25 2012     121 chars (1 sms)     933 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Daastaan-e-gham-e-dil unko sunaii na gayi baat bigdii kuchh aisii ki banaii na gayi Sab ko ham bhool gaye josh-e-junoon mein lekin ek teri yaad thi aisi ki bhulaai na gayi Ishq par kuchh na chalaa dida-e-tar ka jaadoo usne jo aag lagaa di woh bujhaai na gayi
Ruuth kar tum mujhe bhulane lage, Itne durr hue ke bahut yaad aane lage, Kaise bhuladu tumhe ek pal mein, Jab tujhe pane mein mujhe zamane lage….
Wo samundar nahi aansu the humare,jis par wo naao chalate rahe,manzil mil jaye unko duwa thi humari,isliye hum aansu bahate rahE
Hajam nahi hota, agar koi behad pyaar kare; Barsaat bhi agar had se gujre; barsaat nahi rehti
Din bit jate hai suhani yaade chodakar,baate rah jati hai ek kahani bankar lekin aap to hamesha dil me rahenge humare apne bankar
woh hume bulne ki baat karte hai zara unse pucho who hume kab yaad karte hai Jo karte the kabhi humse bahot mohabbat Aaj akele rehne ki baat karte hai.
Mel tufan se kar chhatpatate rahe,raat-din siskiyoun me bitate rahe,humne rishto me pai hain rusvaiyan,gair humko tasalli bandhate rahe.
SAZAA denewale Humse RAZA poochte hai.. Jab Jee Rahe hai to jeene ki wajah Poochte hai.. Dete hai khudi humko ZEHER.. Aur kitna hai Asar ye poochte hai ....
Saare Shikast me Mohabbat Hogi, Aandhiyon me Karwan Hoga, Jab Haseenon Ki Mehfil mein Teri Bewafai ka Bayan Hoga.
Mujhko parkhne ka nateeja kya nikla Zakhm e dil nazron se bhi gehra nikla Tod ke dekh hi liya tune aaina mere dil ka Bataa teri soorat k siva kya nikla.....
K Itna To Housla Mujhe Parvardigar De EK Gamzada Hayat Ka Haskar Guzar De Mai Kab Yeh Chahata Hun K Umar Tavil DeDe Muktesar Hayat Magar Bawakar De.
ZINDAGI guzarne ka bahana dhundte hai,Khatam na ho kabhi woh PAIMANA dhundte hai,HOSH mein to tadpenge raat-din,jo HOSH na aane de woh MAIKHANA dhundte hai.