Unki galiyoon se

Unki galiyoon se
Unki galiyoon se jab gujre to manjar ajeeb tha, Dard tha magar wo dil ke kareeb tha, Jise hum dhoondhte the apni hathoon ki lakeeroon mein... Wo kisi doosre ki kismat, kisi aur ka naseeb tha.
  

Jan, 25 2012     191 chars (2 sms)     1010 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Saans jab tak hai mere Jism me.. Tumhara Intjaar kar lunga.. Tum khush raho is duniya me.. Mein to gam se bhi PYAAR kar lunga..
Roone de aaj tu hum ko tu aankh sujaane de, Baahon me le-le aur khud ko bhig jaane de, Hai jo seene me kaid dariya wo chut jaayege, Hai itna dard ke tera daman bhig jaayega.
Fareb tha uski hasi me hum ashiqi samaj baithe,maut ko hum apni zindgi samaj baithe,waqt ka majak tha ya badnasibi meri,uski do bato ko hum chahat samaj baithe.
Lkire tkdir ki mita di hmne.Bewfa k liye zindgi fnaa ki hmne.AGR huwi bhul unse jb kbhi bhi dosto.Apne hi jism ko uski saza di hmne.
Bagair Jane Pahechane Ikrar Na Kijiye, Muskura Kar Diloko Bekrar Na Kijiye, Phool Bhi De Jate Hai Zakham Gahere Kabhi Kabhi, Har Phul Par Yu Aaitbar Na Kijiye.
Lekar hum dusro ke hasi kya kare jo apni nahi woh khusi kya kare isse to behtar hai mar jana hume jab saath woh nahi to zindagi jeekar kya kare
Mujse Jitne Rothe The Sb Lot Aye Us Se Kaho Ik Umer Hui Hai Ab Lot Aye Main Ne To Us Ko Itni Mohlat Di K Jb Wo Tnha Rh Jye Tb Lot Aye
Tanhai ko humdam ki zarurat hai,har zakhm ko marham ki zarurat hai,muddat se bechain hai ji apna,shayad ek naye gham ki zarurat hai
yu to koi bi tanha nai hota,cha kar bi kisi se juda nai hota mohabat ko majburiya hi le dubti hai warna koi b khushi se bewafaa nai hota..
Mohabbat ki daastan sunane aye he,Tabah karne k baad wo pyar karne aaye he, Aansu to ponch liye the hamne kab ke,Magar wo hame fir se rulane aaye he.
BOTAL CHHUPA DO KAFAN MEIN MERE... SHAMSHAN MEIN PIYA KARUNGA... JAB MANGEGA HISAAB KHUDA TO, PEG BANA KE DIYA KARUNGA.
Aakho ko bandh karoge to hame dekhoge.Aakhe khologe to hame hi paoge.Zindagi me kabhi rona mat varna,Unn aasuo me bhi hame hi bahaoge.