Dil ki ahein

Dil ki ahein
Dil ki ahein be asar hai kya karu,zindagi ki rahe be khaber hai kya karu,Dil karta hai ag laga du shahar me,par shahar me uska b ghar hai kya karu
  

Jan, 27 2012     146 chars (1 sms)     984 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Bichhadne k Baad kabhi Mile zindgi me kahi,Dekh kar Nazar yaar Na Jhuka Lena'Dekha Hai kahi Apko shayad'ye Keh kar Hi Haath Mila Lena.
Ishq k Baug mei Ek hi to phool khila,Wo bhi Sookh gaya is fasane mei,Kya karoonga me Yahan par Akela,Abhi to Zamana hai Bahaar Aane mein.
nazron se agar door hai to kia hua dharkan ki tarha dil k meray paas bohat hai wo raat ki tareeki main karta hai mujh se baat us ko meri tanhaai ka ehsaas bohat hai
KIs kadar har taraf tanhai hai,Ujalo me andhero ki parchhai hai,kya hua jo gir gaye palko se aansu,Aaj phir Shayad yaad unki chupke se chali aayi he.
Na jine ki khushi na marne ka gam, gam hai to unse na milne ka gam, jeete hai is aas pe kbhi woh hamare kehlayenge marte nahi isliye ki woh akele reh jayenge.
Kitne pass reh kar kitne dur he hum Khuda hi janta he kitne majbur he hum Saza yeh hai ki wo hume mil nai sakte Guna ye he k bekasur he hum
Shakk ke daiyre mein jo phool khilthe hai Unse mehek nahi ati unke bas kante chubte hain
aye khuda mere her ek gunaah ki saza mujhe mile, vo jo chahe mere dua hai usse mile, tammam gunaahoin ki sazayain to jaanta hai , ab tu ye bata ki gunaah-e-isqe ki kya saza mujhe mile
Tum ho gham ko chupaye, mai hu sarr ko jhukaye, tum bhi chupp ho, mai bhi chupp hu, Kaun kiss se samjhaye, Ab duniya itni hai toh milna yaha kal ho na ho…
Apno ko jab apne kho dete hai,tanhaiyo mai wo ro dete hai,kyu in palko par bithate hai log unko,jo in palko ko aksar ansuo se bhego dete hai
Dil leke dil tod dena ye pyar ka enam na ho,pyar ho aisa jis pe koi ilzam naho,agar kuch log dhoka dena chhod deto ye pyar kabhi badnam naho
Geele kagaz ke tarah hai zindagi apni koi jalata bhi nahi, koi bahaata bhi nahi, akele hi chale jaa rahe hai dil ke raaho me koi satata bhi nahi, koi manata bhi nahi.