Jaane kab aaya

Jaane kab aaya
Jaane kab aaya koi dil mein jakhna wala Isiliye main ne giraban khula rakha hai
  

Jan, 27 2012     79 chars (1 sms)     859 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Dosti k naye fasane ho gaye.. Naye mile to hum purane ho gaye.. Kal tak jo marte the hum par.. Aaj wo kisi or k Diwane ho gaye...
Bankar ehsas meri dhadkan ke paas rehte ho, Tasvir bankar Dost meri aankho me rehte ho, Puchhna hai bus 1 sawal hamse dur hokar kya aap khush rehte ho
Ishq dariya hai jiska sahil nahi hota, Har dil mohabbat ke kabil nahi hota, Rota woh bhi hai joh duba ishq-e-sagar me, Aur rota woh bhi hai jise ishq hasil nahi hota…
Aap na Aye apki yad akar wafa kar gai,apse milne ki tamanna Sukun tabah kar gai,ahat hui socha asar Dua kar gai,Darwaza khola dekha mazak humse Hawa karGAYI.
Jab bhi main khud ko samjhaooN, TU mera nahi hai,Dil mein koi cheekh uthta hai, nahi aisa nahi hai,Kab utarta hai koi dil mein utar jaane ke baad,Ki is gali ke doosri taraf koi aur raasta nahi hai.
Woh roye to bahot par muh mod ke roye,Bade majbur honge jo dil tod ke roye,Hamare saamne kar diye hamari tasvir ke tukde,Baad me wohi tukde jod jod ke woh roye
Yuhi apni Dosti me gehrai rahe,chahe kyu na umarabhar judai rahe.1 hi aarzu dil me samai rahe,saji aapki Mehfil,bhale yahan Tanhai rahe.
Rulane se pahale ek bar hasaya to hota, kasur kya hai is dil ka bataya to hota, mili saza us khata ki jo na ki kabhi hamne, kaash ye dil kabhi kahi lagaya na hota.
Gam Ke Mare Jo Muskuraye Hain,Aansuoo Ko Bhi Pasine Aaye Hain,Kya Bala Hai Khushi Nahi Malum,Hum To Bus Naam Sunte Aaye Hai.
Maang li maine duvaye,Tum b ab sajda karo.In lakiro ko milakar raasta naya paida karo.Motiyo aur hiro ko lejane walo,Uljhano aur aansuo ka b toh Sauda karo..
Kalam uthayi hai lafs nahi milta, jisko dhoond rahein hain vo shaks nahi milta, firte hain vo jamaane ki talaash mein, bas humare liye unhe waqt nahi milta!!!
Agr sath do sanam to apne zakhmon ko se lu bebasi ke lamhe ko pee loo 1bar muskura ke to dekho shaayad isi bahane do ghadi aur jeelu.