Bahoot tamanna thi

Bahoot tamanna thi
Bahoot tamanna thi, pyar mein aashiyan banane ki, Bana chuke to lag gayi Nazar zammane ki. Usi ka karz hai jo aaj hain aankhon mein aansoo, Saza mili hai hume bus muskurane ki
  

Jan, 27 2012     175 chars (2 sms)     980 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Hichkkiyon se is bat ka ehsas he ki shayad hame koi yad to karta he,bhale hi milne na aye par ek lamha ham par nisar to karta he......
Bichdte hue yad de jayenge. Khud sone se pehle tumko 1 khwab de jayenge, tumhe gila hai ke hum jawab nahi dete, sanso ke rukne se pehle har jawab de jayenge.
Chale b aao hum tumse pyar karte hai,ye wo gunah hai jo hum bar bar karte hai, jala ke Rahe mohabat me hasrato k chirag,bus sada tere ane ka intezar karte hai.
Aye Musafir Tera Jina Jaruri he Mat Ho Apni Zindgi se Khafa Kyunki Teri Zindgi K Bina ek Aur Zindgi Adhuri He.
YE MOHABAT KRNE WALE BI AJEEB HOTE HE,KUCH KHUSHNASHIB TO KUCH BADNASHEEB HOTE HAIN,JO APNO PE VAFA LUTAYE VO AMIR TO JO VAFA SE KHEL JAYE VO GAREEB HOTE HAIN.
ZARURI nahi par AISA hua krta h,jisko CHAHO wahi DHOKA diya krta h.JHOOTI KASME khake SATH nibhane ka,har MOD pe RASTA badal liya krta h.
Usko mere wado ka aitbaar tha Dilme uske b bahut pyar tha chod dya usne beech safar me mera hath shayad kinare pr use kisi or ka intzar tha
khwaab dekhte huve ab ye dil thak chukaa haimera har khwaab pathar sa ho chuka hai sheesha hota to tootne ka gum na hotaye to pathar hokar bhi toot chuka hai
Na pucho humse koi baat ki zindagi khud ek sawal banker eh gaye hai, Dard itne hai seene me ki khushi ek khayal ban ke reh gaye hai.
Krta Rha Jo Roz Mujh Se Uski Burai Wo Shaks Ab Uska Tamanai Ban Gya Wo Pehle B Meri Mohabat Nahi Thi Phir Kya Hua Agar Koi Herjai Ban Gya
Har jajbat ki juban nhi hoti,har nek aarju k liye dua nhi hoti.Muskan sajaye rakho to duniya hai sath, aansuo ko to aankho me bhi jagah nhi hoti.
Mera kya hai ek roz jahan se rukhsat ho jaunga,Mere baad na aankho se moti bahana tum.Tere bina jinda laash hun mujhe koi ehsaas nahi,Chhukar mere jism ko koi nayi aas na jaganaa tum.