Teri Raahon Mein

Teri Raahon Mein
Teri Raahon Mein Kabse Aankhen Beechaye Baithay hain Is Dil ke tufan Mai Mohabbat Ki shama Jalaye Baithe hain Aey Zaalim kis Morr Pe Laa kar Chodha Hain Tunnay Mujhko Aaj bhi Milne ki Hasrat se teri yaad ko dil se lagaye Baithe hain
  

Jan, 27 2012     232 chars (2 sms)     2712 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

kisi aur ki baahon me rehkar wo humse wafa ki baat karte hai !ye kaisi chahat hai yaaro?wo bewafa hai ye jaankar bhi hum unhi se pyar karte hai.
pyar karo ge to dil tutega. na karo ge to daman choote ga. apna banaoge to roona padega. pass aaoge to khoona padega…
JO JITE JI HAI MARNE KE BAAD BHI WOHI ANJAAM HOGA, KAFAN UTHA KAR DEKH LENA LABON PAR TERA HI NAAM HOGA.
Shuruwat mei badi-badi kasme khate hai ye log Lekin us pyar ko nibha nahi paate hia log Pyar mei DHOKE de jaate hai pyar karne wale Bewafaai karke kisi aur ka haath tham kar laut jaate hai ye log
Haaton Ki Lakiron Par Vishwas Nahi Karna, Haaton Ki Lakiron Par Vishwas Nahi Karna,, Kyun Ki Takdir To Unki Bhi Hoti Hai Jin K Haath Nahi Hote
Mujhe is liye gawara hai tere sitam,tere pyar ne sikhhaya Jine Ka Hunar,Tujhe bhulna bhi chaho to bhulao kaise.Teri Yaad Na Aaye To Hoti Nahi Sahar.
Khuli jo ankhe to manjar ajab tha , dard tha magar dil ke karib tha , jise hum dhund te the hatho ki lakir me , pata chala wo kisi aur ka nasib tha.
KITNA BECHAIN HAY WO SHAKHSH MUJH SE BICHAD KER ITNI SHIDDAT SE TO MAY NE USE CHAHA BHI NA THA
Tuta hua shisha phir joda nahi jata,Aankh se Nikla hua aansu phir wapis nahi aata,Tum to keh ke bhool chuke ho sab kuch,Lekin humse wo pal bhulaya nahi jata
Kitna pyar karte hai hum unse, Kaash unko bhi yeh ehsaas ho jaye, Magar aisa na ho ke woh hosh mein tab aaye, Jab hum gehri neend mein so jaye
Pyaar sikhakar woh juda ho gaye,Na socha na samjha bas khafa ho gaye,Ab kisko hum apna kahe..,woh bhi auro ki tarah bewafa ho gaye...
Rulane wale aakar hume rula dege zaher deke gehari neend sula dege fir b koi gam na hoga hume dard to tab hoga jab aap hume bhula dege