Na khuda dil

Na khuda dil
Na khuda dil banata na kisise pyar hota, Na kisiki yaad ati na kisika intazar hota. Dil diya hai ise sambhal ke rakhna, Shishe se bana hai pathar se dur rakhna
  

Jan, 27 2012     159 chars (1 sms)     812 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Dil se roye magar hothon se muskura baithe, yun hi hum kisi se wafa nibha baithe, woh hame ek lamha na de paye, Jinke liye hum apni zindagi gawaa baithe.
rone de aaj hamko tu aankhe sujane de, baho me lele aur khud ko bhig jane de, he jo sine me kaid dariya woh chuth jayega, he itna dard ke tera daman bheeg jayega.
Waqt hai badla aur badli si kahani hai,Sang mere hasin palo ki yaade purani hai,Na lagao mere jakhmo par marham,Mere paas uski bas yahi ek aakhri nishani hai.
DARD ME KOI MAUSAM PYARA NAHIN HOTA, DIL HO PYASA TO PANI SE GUJARA NAHIN HOTA, DEKHE ZARA KOI BEBSI HAMARI, HUM UNKE HO GAYE JO HAMARA NAHIN HOTA.......
Koi Dikhaa K Roe Koi Chipaa K Roe Hamein Rulaney Vaale Hamein Rulaa K Roe Marne Ka Mazaa To Tab Hai Jab Hamaara Qatil Bhi Hamaari Kabr Par Aakar Roye !!!
Nahi chahie MUJHE aisa koi tohfa,Jo meri UMAR badha de,De de MUJHE aisi koi dua,Jo mujhe chain ki NIND sula de.
Ye duniyawale bhi bade ajeeb hai,Kabhi hamse door to kabhi kareeb hai,Dard na bataye to hame kayar kehte hai,Aur dard bata de to hame Shayar kahte hai
Ek Raat Wo Mile Khwab Mai,Humne Pucha Q Thukraya Aapne, Jab Dekha To Unki Aankho Mai Bhi Aansu The, Phir Kaise Puchte Q Rulaya Aapne.
Sham Udas Thi Subah Udas Thi Kafan Me Lipti Hui Meri Lash Thi A Dunia Walo Muje Wahi Dafnana Jaha Meri Aur Uski Pehli Mulakat Thi.
meri muskurahat dekhkar wo samjhte hai hum gamo se khali haipar unhe kya pata ki jin gamo k baag me duniya rahti hai hum us baag k mali hai
Dil toda phir ek baar to kya Main khush rahoon ya rahoon khafa to kya Kise fark padta hai meri baicheni se Kisi din mar bhi jaoon to kya
Aankhon ko tanha chodkar woh jaise hi gire gaalo par, toh kuch bewafa labo ke ho gaye galo ko chodkar. Chupaakar rakha jise duniya ki nigaahon se, hamare haste hi kambakht, chalak pade inn palkon ki kataaron se…