Sochta hoon in

Sochta hoon in
Sochta hoon in sagar ki lehro ko dekh kar,Kyon yeh kinaro se takra kar palat jati hain, Karti hain vo kinare se bewafai ya fir sagar se wafa nibhati hain.............?
  

Jan, 27 2012     167 chars (2 sms)     838 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

ajab shakashyat thi us shaks ki, kisi ki kami na hote hue bhi uski kami mehsoos hoti hai.
Nikalte hain jab tumhare aansu dil karta hai saari duniya jalla du phir sochti hu ,honge tumhare bi apne kahi tumhe phirse rula na du…
Ankhen to pyar me dilki zuban hoti hai, sachi chahat to sada bezuban hoti hai. pyar mai dard bhi mile to kya gabrana, suna hai dard se chahat aur jawan hoti hai....
Bohat Door Jane Ko Jee Chahta Hai Unhe Azmaane Ko Jee Chahta Hai Humhe Unse Koi Shikayat Nahin Hai Yoohin Rote Jaane Ko Jee Chahta Hai
Aaj keh diya phir na kehna kabhi meri nazro se dur na rehna kabhi khushi bankar labzo pe aaye ho tum ashq bankar ankho se na behna kabhi
Jinhe Dekhne K Liye Hum Jiye Ja Rhe H Wo Parde Pe Parde Kiye Ja Rhe H Tajjub He Yaro Hum Mare To Nhi Pr Wo Kfan Pe Kfan Siye Ja Rhe h
Kashish to bahut he pyar me mere par koi pathar-dil pighalta nahin uparwala mile to us se mangu pyar apna Par suna he MOUT se pehle wo kisi ko milta nahi.
Hum Duniya Ki Bheed Mai Tanha Reh Gaye,Hum Unka Har Sitam Ko Hans Kar Seh Gaye,Jinhe Chaha Is Zindagi Se Bhad Kar Humne,Hum Mil Nahi Sakte Woh Yeh Keh Gaye
Roone de aaj tu hum ko tu aankh sujaane de, Baahon me le-le aur khud ko bhig jaane de, Hai jo seene me kaid dariya wo chut jaayege, Hai itna dard ke tera daman bhig jaayega.
Hazar gum the meri zindgi akeli thi,Khushi jahan ki mere vaaste ek paheli thi,Wo aaj bhaag k nikalte hai mere saaye se,Maine jinke liye gum ki dhoop jheli thi.
Kisi k pyar me gehri chot khai hai, wafa se pehle hi bewafai pai hai, log to dua mangte hain is haal me marne ki, par humne uski yadon me jine ki kasam khai hai
Uske ansuo ne lab bhigo diye varna abhi mere dukho ki dastan baki he,gamo se keh do u na sath chode, abhi mere jism me kuch or jan baki h.