pyar kiya toh

pyar kiya toh
pyar kiya toh badnaam ho gye, charche humare sare aam ho gye, aapne toh dil bhi tbhi toda jb hum aap k pyar k gulam ho gye
  

Jan, 27 2012     122 chars (1 sms)     1119 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Zikr jab b aap apno ka kiya karen, Naam hamara b unme liya karen. Tareef nahi to burayi hi sahi par apne Alfazon mein jagah hamein b diya karen.
Husn Or Mohbat dost the,1raat mohbt ne chand ki tarif kardi.Husn ne jalan k mare mohbat ki ankhe noch li,bus us din se mohbat "ANDHI" ho gai or husn "ZALIM"..
Ham Na mile Aapse to fariyaade Milegi. Ham jo mile Aapse to Yaade Milegi. Maut khamos kar Degi zuba ko Magar, Aapko kadam kadam Pe Hamari Aawaaze Milegi..
Samandar Ki Lehre Hi Rait Ki Lakiro Ko Mitta Deti Hai Hum Nahi Kehte Par Duniya Kehti Hai Hota Hai Jo Apna Preet Usi Ki Yaad Rula Deti Hai.
Kasur na unka hai na mera , hum do hi risto ki rasme nibhate rahe , wo dosti ka ehasaas jatate rahe, hum mahobbat ko dil me chupate rahe.
Shikayat hai aapse yeh hamari Ke ab yaad nahi aati aapko hamari bhool gaye shayad aap humeya fir aap yaad karte the ye galat fehmi hmari
Aag duniya mein lagi ho to bujhana mumkin, Tum lagi dil ki bujha doge to chain ayega... Ab tak ishq mein aankhon se hi baatein ki hain, Yeh ada dil ko sikha doge to chain aayega.
Kyun kisi se itna pyar ho jata hai, ek din jeena bhi dushwaar ho jata hai. lagne lagte hain apne bhi paraye, aur ek ajnabi par itna aitbaar ho jata he.
Tamana karo jin baharo ki,wo bahar apke kadmo me ho.Khuda apko wo sab haqiqat me de jo socha aapne sapno mein ho.....
Mera Bas Chale To Aapki Adaye Kharid Lu Jine Ke Vaste Aapki Bate Kharid Lu Kar Sake Jo Har Waqt Didar Aapka Sab Kuch Luta Ke Wo Nigahe Kharid Lu.
Itni dosti na karo ki bigad jaye hum thoda danta karo ki sudhar jaye hum ho jaye koi khata to ho jana khafa par itna bhi nahi ki mar jaye hum
Ehsas dilaya hai too milta hee nahee Ajnabi tha too roz mila karta tha Ab mari har bat kay wo maani pochay Jo mari soch ki tahrir likha karta tha.