chalo mohsin mohabat

chalo mohsin mohabat
chalo mohsin mohabat ki nae bunyad rakhte hain. ke khud paband rehty hain,usy azad rakhtay hain.hamary khoon main RAB ne ,yahi tasir rakhi hai.burai bhool jate hain achi yad rakhte hain.mohabat main kahin hum se gustakhi na ho jae.hum apna qadam us k qadam ke bad rakhte hain.
  

Jan, 27 2012     276 chars (2 sms)     1376 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

AANKHO PE AASUO KI LAKIR BAN GAYI, KABHI NA SOCHA THA AISI TAKDIR BAN GAYI, HUM NE TO PHIRAI THI UNHI RET ME UNGLI, GAUR SE DEKHA TO TUMHRI TASVIR BAN GAYI
Achi surat ko sanvarne ki zarurat kya hai Sadgi bhi to qayamat ki ada hoti hain
Kitne Chehre hai Duniya me magar Hamko Ek Chehra Nazar Aata hai Duniya Ko Ab Hum Kya yaad karen Aapki Yaadon me Waqt sara Guzar jata hai.
Bhule na kabhi aisi koi yaad de do, Bhule se hi sahi kabhi hume awaz de do, Yaha mout ka kesae gum hai, Pal bhar ka tum agar sAath de do.
Kya Wajah Hai Mere Drne Ki,Ab To Khwaish Hai Unki Yad Me Marne Ki,Unhe Q Itna Yaad Karta Hai Dil,Jinhe Fursat Hi Nhi Hume Yaad Krne Ki.
Dil k bazar Me sabse Garib hu Me.Khwabo ki dunia ka Badnsib hu Me.Apke pas Mere liye waqt hi nhi.Aur log smjte He ki apke sbse karib hu me.
Ishq Karna Asaan Nahin Hota Duriyan Barhne Se Pyar Kam Nahi Hota Waqt Bewaqt Ho Jati Hain Aankhein Nam Kion Ki Yaadon Ka Koyi Mosam Nahin Hota
Har khushi me usne hamara sath diya, Har gum me usne humko sahara diya, Aakhir me ruthne ki wajah ye nikli, Ki hum ne us se pyar kiya..
Koi khwab in aankho me sajaya hi nahi,Hamare dil ki gehrai ko koi samajh paya hi nahi,Kisi ko mehsus ho kami hamari,Khuda ne Shayad hame aisa banaya hi nahi.
Jo chupchap kisi se pyaar karte hain Wo kab mohabhat ka izhaar karte hain Zuban se to kuch keh nahi pate Magar aksar usike liye fariaad karte hain..
Jane Q tumse itna pyr ho gaya he,dil k sari kusia tm pr aitbar kr d he,bas aur nahi he koi tamanna 1br keh do k tumhe B hm se pyr ho gya he
Mangu bus tuze wo ibadatat dede, tere khazane se thodi si MOHABBAT dede, ya sath de muze umarbhar ka, ya tere dar pe marne ki ejajat dede.