usne hontho se

usne hontho se
usne hontho se chu kar sara pani gulabi kar diya,usne hontho se chu kar sara pani gulabi kar diyahumko to kya sari machhliyon ko bhi sharabi kar diya.
  

Jan, 28 2012     150 chars (1 sms)     983 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Har shubha ki dhund kuch yaad dilati hai...Har phool ki khoshboo ek jadoo jagati hai,Chaho na chaho kitna bhi par apki yaad aa hi jati hai.
Asman ko neend aaye to sulaau kahan,Dharti ko maut aaye to dafnao kahan,Sagar mein lehar aaye to chupao kahan,Jab teri yaad aye to jau kahan!
Ae khuda, bhala hota, gar tu sirf ghum hi deta Use khushi ke saath jodne ki kya zarurat thi.. Bana deta muze uski zulfon ka koi gesu, Aashiq ya dost bananeki, kya zarurat thi..
Roz hota hai tar'ruf mera teri yadon se Chalakta hai noor tera meri ankhonse Tadap raha hun main aur ab Intezar nahi hota ab meri Sason se
maine aansu mange the tumse,tumne hasi de di,maine maut mangi thi tumse,tumne zindagi de di,zindagi dene ki ab wajah to batao,nahi to apni zindagi bhi sath le jao.
meri kisi khata pe naraj na hona. apni pyari c muskan kabi na khona. sukoon milta hai sunn kar apki hansi ko, haste rehna zindgi me kbi udaas na hona…….
Mere Aaneki Aahat pe shayad shama jalayi hogi Kabhi Judai ke Gamse Aankhe bhar aayi hogi Fikar na kar meri jaan Us rabne milneki koi na koi sham to banayi hogi
Tarasta hai dil teri aawaz k liyeTere mohabbat bhare chand alfaaz ke liye Kardo humein fannaa aapni is ada se Tarrapte hai hum teri is saza k liye.
Pucho mere dilse ye paigam likhta hu, sath guzari baatein tamam likhta hu, deewani ho jati hai wo kalam, jis kalam se tumhara naam likhta hu...
Phool se pehle khusboo ko to dekho,karne se pehle kaam ko to dekho,kisike roop mein diwana naa bano,surat se pehle uske dil ko to dekho..
Dil ki Hasrat zuba par Aane lagi Aap ne Dekha Aur zindagi muskurane Lagi ye pyar Tha ya meri Divangi hur surat me surat Tumhari nazar Aane Lagi…
Pyar ka naam maine suna hai magar Pyar kya hai yeh mujhe nahi hai khabar Par jana hai mujhe pyar ke us nagar Sang leke ek Pyra humsafar.