Kya cheej karu

Kya cheej karu
Kya cheej karu mai arz ,kya cheej hamari hai,yeh dil bi tumara hai,yeh jaan bi tumari hai.
  

Jan, 28 2012     90 chars (1 sms)     931 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Na jee bhar ke dekhaa na kuch baat ki, badi aarzoo thi mulaqaat ki, Kaye saal se kuch Khabar hi nahin, kahaan din guzaaraa kahaan raat di
Kya pta tha koi hume bhi saanson ki tarah chahta hoga, Khabar na thi koi humari bhi raahon mein palken bichhata hoga. Sada maangte rahe dua hum gairon ki khatir, Na tha socha koi humare liye bhi haath failaata hoga
hum mohabbat ki numaish nahi karte,hum lafzon ki paimaish nhi karte,jise chahte hai toot k chahte hai,badle me chahne ki khawish nhi krte
Pyar kare use koi maaf nhi krta,koi uske sath insaaf nhi krta,Log pyar ko paap to kehte he,par kon aisa he jo ye paap nhi krta
Haqiqat samjho ya afsana, Begani kaho ya diwani, Suno is dil ka fasana, Tum hi ho mere jine ka bahana.
yeh khamosi ka razz hum jante hainyun chup rahene ka andaz hum jante hain yakeen nehi ata to apne dil se pucho app se bahetar app ko hum jante hain
Jab Aapka Naam Juban Par Aata HaiPata Nahi Dil Q Muskurata Hai Tasalli Ho jati Hai Man Ko Koi To Hai Apna Jo har pal Haste Hue Yad Aata hai....
Toote dil ko dobara lagana hamein accha nahin lagta Kissi ko palkoan pe bitha kar girana hamein accha nahin lagta Ek baar keh diya ki hum to sirf aapke hai lekin Baar baar humko yeh batana accha nahin lagta
Mohabbat ka matlab intzaar nahi hota, Har kisi ko dekhna pyar nahi hota, Yu to milta hai roz mohabbat-e-paigam, Pyar hai zindgi jo har baar nahi hota…….!
Us ne Raat K Andhere Me Mere Hath ki Hatheli Pe Likha Ta Apni Ungli Se,Mujh Pyar He Tum Se,Jane Kesi Syahi Ti Wo K Mit ti Bi Nai aur dikhti b nahi
'Chot lagi dil par aur bikhar gaye hum, haath mein aaya jaam aur pee gaye hum, yaad aaya unka har wo toda vaada, aur unki har yaad mein fanaa ho gaye hum'
Koi khwaish unki adhuri na rahe,chahe jise woh usse duri na rahe,khushiyon ke phool itne khile unke jiwan me,ke hamari yaad bhi unke liye zaruri na rahe.