Mre Honto k

Mre Honto k
Mre Honto k Mahkte Nagmo Par N Ja Mere Sine me Kai or B Gam Palte He Mere Chehre Pe Dikhawe Ka TABASSUM He Magr Akho me Udasi K Diye Jalte He
  

Jan, 28 2012     141 chars (1 sms)     1482 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Yaad toh har koi karega jaane ke baad sache pyar ka pata chal jaayega vaqt aane ke baad kaun kitni mohabbat karta hai nazar aajayega mar jaane ke baad
Hamare Ansu pochkar wo muskurate he,unki ye Adase wo dil ko churate he,hath unka chhu jay hamare chehre ko,isi ummidme khud ko ham rulate Ha
Mere jine ke liye aapka Armaan hi Kafi hai, Dil ki kalam se likhi Daastaan hi kafi hai, Teer aur talwaar ki kya zaroorat hai, Katal karne ke liye aapki muskaan hi kafi hai
mohabbat ka iqraar to usse kar diya magar jeene ki raah na mili, usse itni mohabbat ki ke kisi aur se mohabbat karne ki firsat na mili.
Apko bhul jaun umr gujrne ki bat hai,apko nai ykin ye aur bat hai.. jab tak rahegi sans tab tak rahoge yad,ye sans tut jaye to aur bat hai..
KHUSHBOO ne phool ko ek EHSAS BANAYA .Phool ne BAAG ko kuch khaas BANAYA chahat ne mohabbat ko EK PYAS banaya aur is mohabbat ne EK aur "DEVDAS" ;banaya
Pyar woh khel nai jisme jeet ya har ho, Pyar koi cheez nai jo har waqt tayar ho, Pyar woh hai jab intezar ho uska, Jiske na aneka aitbaar ho
Ye ArmanTo Kanch K Tukde He Jo DiL Ki Zameen Par Bikhre He Inko Mat Chhedo Ki Zakhm Abhi Gehare He In Par Aaj Bhi Kisi Ki Yaado K Pehre Hai!
DiL Behal Jye To Chor Dete Hai Log Koi Aur Mil Jye To Chor Dete Hai Log 4 Din Ki Chandni Ki Qdr Krna Dost Chandni Dhl Jye To Chor Dete Hai Log
Faasle Jism Ko To Dour Le Jaate Hain Par Dilon Ke Shahar To Ujarte Nahi Aankhon Se Aankhon Ka Rishta Tut Jaye Bhi To Saath Dekhe Hue Khwab To MitTe nahi
Yeh faasle yeh raste yeh dil ki majburiya,kab na jane khatam hogi humari duriyan,jo waqt guzara humne un raato mein,un yaadon mein hi basi hai apni kahaniya
apni zindgi me hame sharik samajhna.koi gam aye to karib samjhna,de denge muskrahat aansu ke badle.magar hazaro me hame thora aziz samjhna