Koi Milta Hi

Koi Milta Hi
Koi Milta Hi Nahi Humse Humara Ban Kar,Wo Mile Bhi To Ek Kinara Ban Kar,Har Khwab Kaanch Ki Tarah Tuta he hamara,Ek Yakin He Hai Mere Sath Sahara Ban Kar.
  

Jan, 28 2012     154 chars (1 sms)     861 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Mohabat ka ajab karobar kia humne Wo bewafa sahi magr pyar kia humne Agr wo chor gaya tu mat kaho bura usko Kasor uska nahi aitebar kia humne.
Muskarate hai to bijliya gira dete hai.0baat karte hai to diwana bana dete hai. husan walo ki nazar kam nahi kayamat se aag pani mein wo nazro se laga dete hai.
Mana Apki Nazr Me Apka Pyar Hum Nhi Kaise Kahe Apke Talabgar Hum NhiKhud Ko Jala K Khak Kar Dala Mita Diya Lo Ab Apki Rah Me Diwar Hum Nahi
Raat chirago se saja rakhi hai, Shart aaj apne app se laga rkhi hai... aayenge wohh aj hume pura yakin h, isilye aj kayamat se bhi thodi mohlat mang rkhi hai
Gujarish Humari Wo Maan Na Sake, Mazburi Hmri Wo Jaan Na Sk, Kehte Hai Marne K Baad Bhi Yaad Rakhege, Jeete Ji Jo Hume Pehchan Na Sake.
Is Duniya Se Kab Hare HE Hum Zinda Bas Apke Sahare HE HumAp Hume Bhale Hi Chodkar Chale Jana Par Itni Tasali Rakhna Sari Umar SiRf tumare he hum
Tmhare Pyar ka sila har hal me denge,Koi bhi mange ye Dil to use tal denge Agar Dil kahe k tum Bewafa ho,To Dil ko bhi seene se nikal Dnge
Nikalte hai ansu jab mulakat nahi hoti, tut jata hai dil jab bat nahi hoti, apki jaan ki kasam jab aap na yaad aye, esi koi subha esi koi raat nahi hoti.
Tumne apni kasam de kar Mujhse Shraab Chudda daali, Jab mehfil me gaya to yaarron ne, teri kasam dekara puri botal pila daali.
DIL DOOB RAHA HAI EK KINARA CHAHIYE GIRTE HOYE IS PAIRH KO SAHARA CHAHIYE ANDHERA HI ANDHEA HAI KUCH KAISE DIKHE BHALA ANKHON KO TERI SURAT KA NAZARA CHAHIYE...
Unhe Lagta hai ki hum har chere ko dekhte hai unhe lagta hai ki hum har chehre ko dekhte hai Par unhe kya maloom hum har chehre mai unhe dekhte hai.
Har baar dil se yeh paigaam aaye JubaaN kholu to tera he naam aaye Tum he kyon bhaye dil ko kya malum Jab nazroo ke saamne haseen naam aaye