************** Aapki yaad mein meine kalam uthai, Liya kakaz aur tasveer aapki banai. Socha tha dil se laga ke rakhen us tasveer ko, par vo toh bachcho ko daranye ke kaam aayi. **************
Bachelors schedule Monday ko dosti, Tuesday ko pyaar, Wednesday ko shaadi, Thursday ko barbaadi, Friday ko fighting, Saturday ko talaaq, Sunday ko rest, Monday ko next!!!
Ek ladka ek ladki k saath baitha tha. 2nd day doosri ladki k saath dekha gaya. 3rd day koi aur ladki thi. 4th day kisi nayi ladki ke saath thaMoral: Ladkiyan badal jaati hain, ladke nahin badaltey