Aap Ne Nazar

Aap Ne Nazar
Aap Ne Nazar Se Nazar Jab Mila Di Humari Zindgi Jhoom Kar Muskura Di Zuba Se To Hum Kuch Bhi Na Kah Sake Par Nigaho Ne DiL Ki Kahani Suna Di
  

Jan, 30 2012     140 chars (1 sms)     819 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Jaan chuke hum aaj, ke kyu khote rahe muhabbat ko, wo saamne rehte to hum khwaab dekhte the. Usko na mila apna chehra meri nazar mein, aur uske chehre ko hum khwaabo mein dhoondhte the
Tamna kuch bhi nahi hai,ek tere didar ke siva,jindagi adhuri hai,sanam tere pyar ke siva!!
Bahut mushkil se kal ki raat guzri hai, Kuch tanha par kuch khaas guzri hai, Na neend aai na khawaab koi, Bas aap k khayalon k saath guzri hai.
Hai Chahne Waale Aur Buhut Par, Tum Mein Hai Ek Baat Bahut.. Tum Apni Apni Lagti Ho, 1Bat Kahoon Agar Sunti Ho? Tum Mujhko Achi lgti ho
Apke saath rahte rahte hume chaahat si ho gayi. Apse baat karte karte hume aadat si ho gayi. Ek pal na milo to bechaini si lagti hai. Dosti nibhate nibhate hume to mohabbat si ho gayi..
Gehri ankho se jb aap dekte ho hume,Ghabra k hum nAzre jhuka lete h,Kaun milaye aapki ankho se ankhe,Suna he aap ankho se apna bana lete ho.
Hosh mein reh kar bhi madhoshi ka aalam rehta hai, Dil ke dariya mein tu na reh kar bhi samaya rehta hai, Kaun janta hai ki khushiyan kahan milti hai, KHUSHI ko agar dhundo to har mod par maut ke Suadagar milte hai
Yaar Ek Baar Aake Muskara Do Tum Jaha Ho Ek Pagam Bhizwa Do Raha Dekhtii Hain Yeh Aakhe Ek Baar Aapne Pyaari Awaz Sunaa Do
Samandar Mei Gahrai Ki Tarha Piyar Mei Judai Ki Tarha Dosti Mei Chahat Ki Tarha Mohabbat Mei Wafa Ki Tarha Meri Zuban Pr Tum Rehte Ho DUA Ki Tarha
Hum nazaron se dur hai,ankho se nahi.Hum khwabo se dur hai,khayalo se nahi.Hum dil se dur hai,dhadkan se nahi.Hum aap se dur hai,apki yaado se nahi.
Ek mulakat anjan hoti hai, Anjan se hi to pehchan hoti hai. Jaha dekho waha ishq ke bimar bethe hai, Hajaro mar chuke hai lekin sekdo taiyar bethe hai
Who nafrat B krte hai pyar k liye. Inkar B krte hai to ikrar k liye. Ajeeb hote hai ye ishq krne wale ANKHEN bnd B krte he To DeDAR-E-yaar k lyE