Roshni hote hue

Roshni hote hue
Roshni hote hue bhi dil mein andhera hai, In andhero main kisi ka bseraa hai, Aana kabi roshan krna hamari mehfil ko, Dekhna dil ki har diwaar pe naam tera hai
  

Jan, 31 2012     159 chars (1 sms)     3587 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Najron ko chhipa ke rakhna, kaatil hai teri nazar; Ek ko to maar diya tumne, karogi kitnon ko ghayal!! Ghayal karaana Ankhon ki adat nahi hoti hai Ghayal hone walon ki Neeyat kharab hoti hai
Woh Kehete Hain Majbur Hain Hum,Na Chahte Hue Bhi Dur Hain Hum,Chura Li Unhone Hamari Dhadkane,Phir Bhi Kehete Hain Bekasur Hain Hum..
Mohabbat har insaan ko azmati hai kisi se rooth jati hai or kisipe muskurati hai mohabat khel hi aisa hai,kisika kuch n jata or kisiki jaan chali jati hai
Dua karte he hum sar ko jukaye, Ae dost to apni manzil ko paaye, Agar kabhi andhere aaye teri raho me Roshni ke liye hum khud ko jalayege
Sachi Hai Meri Dosti, Aazmake Dekh lo...Karke Yakeen Mujhpe, Mere Paas Aake Dekh lo...Badalta Nahi Kabhi Sona Apna Rang,Jitni Baar Dil Kare Aag Laga Kar Dekh lo...
Zindgi yuhi teri chahat k naam kardi Jaise ghane darakht k niche shaam kr di laut jate hain parinde shaam hote hi hamne to har shaam tere naam kardi
Aap ki yaad ko rok pana mushkil hai,rote hue dilko manana mushkil hai,ye dil aapko kitana yaad karta hai,ek sms me likhapana mushkil hai !!!.
Kasoor toh tha in nigahon ka jo chupke se unka deedar kar baithi Humne toh khamoshh rehne ki thani thi par bewafa zubaan izhaar kar baithi
Dil ke arman ko dil me sula nadena.Apni khubsurat ankhon ko rulana dena.. Kal kisne dekha hai.. Akhir hum na rahe tho hume bhula nadena.
Dard Se Rishta Tera, Bhi Mera Bhi, Gham Ki Manzile Teri Bhi Meri Bhi; Lut Gayi Ishq Me Koi Takdir, Roye Lakire Teri Bhi Meri Bhi.
Kya kaho tujhe khwab kaho to toot jayega dil kaho to bikhar jaiga kyo na TERA NAAM Zindagi rakh du moot se pahly to tera sath totney na paiga
Rishto ki haqiqat koi kya Samjega.dilo ki zarurt koi kya Samjega.apki khusi hi zindgi he meri,is khusi ki kimat koi kya Samjega.