Kitne sunder ho

Kitne sunder ho
Kitne sunder ho tum, chand sa mukhda hai tumhara. Log kehte hain chand ka tukda ho tum, main kehta hoon chand tukda hai tumhara!!
  

Jan, 31 2012     129 chars (1 sms)     5366 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Meri chahat tumse alag kab hai,dil ki baatein tumse chupi kab hai,tum saath raho dil me dhadkan ki jagah,phir zindagi ko saanson ki jarurat kab hai.
Agr Apki Duniya Aasma Hai To Sitare Apke Dost Hoge,Un Sitaro Me Hame Na Dhundna Q k Apki Tamanna Puri Karne Wale Tutate Tare Hum Honge.
Ae zindagi yu mujhse daga na kar,Main zinda rahu yeh dua na kar…. Koi chhuta hai tujhe to hoti zalan ,Ae hawa tu bhi usse chhuaa na kar….
Ishq ne hame badnam kar diya,Har khushi se hame anjaan kr diya,Hamne kabhi nahi chaha ki ishq hame bhi ho,Par unki ek nazar ne hame nilam kar diya.
Bana bana k tamanna mitai jati hai,Tarah tarah se wafaye azmai jati hai,Unko humse mohabbt nai 2 phir Q juka juka k nazre milai jati hai
Aina dekhte howe jab bhi khayal me.main chup raha to aap ki tasvr,bol uthhe.Be kar hai talab,jo khuluse talab na ho.uthe dua ko hath to tasir,bol uthhi.
gulab mohabbat ka pagam nahi hota,chand chandni ka pyar sare aam nahi hota,pyar to hota hai man ki nirmal bhabnao se,varna uun hi radhey-krishna ka naam nahi hota.
Chand jb nikly to tera guman hota hai,Kis qadr dilfreb ya smaa hota hai,Hum tari yaadon mein khoya rehty hain,Neend main Jb sara Jahan hota
Tamanna hai khushion ki bahar mile aapko, jo dil chahe wo baar - baar mile aapko, sab aksar pa kar kho dete hain, magar kabhi na khone wala pyaar mile aapko.
DONO ANKHON MAY ASKH DIYA KARTE HAIN,HUM APNI NEENDE TERE NAM KIYA KARTE HAI...JAB BHI PALAK JHAPKE TERI,SAMAJ LENA HUM TUJHE YAD KIYA KRTE.
Subah ka har pal zindgi de aapko,Din ka har lamha khushi de aapko,Jaha gam ki hawa chhoo k bhi na guzre,Khuda wo Jannat ki zami de aapko.
Jana tha hamse dur kyu pas tum aye, koi gair na the na the hum paraye, baad itni muddat k ye hasin pal jo aye, afshosh hai hame bhi k aap hame samaj na paye.!