Jab humne unse

Jab humne unse
Jab humne unse pucha sapna kya hota hai to unhone kaha band aankho mein jo apna hota hai khuli aankhon mein wahi sapna hota hai.....!!!!
  

Jan, 31 2012     136 chars (1 sms)     984 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Hazaro ki ginti to hame nahi aati,par khayal kuch aisa hai,ke ret ka har zarra agar nayab hira ban jaye,to tohfe me aapko registan dene ki khwaish rakhte hai.
Meri Har yaad me TUM Ho Meri Har Soch me TUM Ho Meri Har Dua meTUM Ho Meri Har Aas me TUM Ho Aur1"TUM" Ho Pata Nahi kaha "GUM" Ho…
Us din khuda Ne b jashn ManayaHoga Jis din fursatSe apko BnayaHoga AnkhoSe uskeB nikle HogeAnsu JabApkoYahan bej kr khudKo akelaPaya hoga
Tu awaaz de main chala aaoonga Tu saaj de main chala aaonga Kya kahoon fitrat kya hai is dil ki Tu saans le main chala aaoonga
Behate ansu ki kabhi juban nahi hoti. Labzo pe mahobbat bayan nahi hoti. Agar mile kisi ka pyar to kadar kijiyega. Kyo ki Kismat har kisi pe maherban nahi hoti
Na Samjha Meri Mohobbat Ko Tune, Na Samjhi Gayi Teri Wafa Mujhse... Gila Na Kiyaa Tha Kabhi Bhi Humne, Ab Kyaa Karenge Shikaayat Tujhse...
Chand ke liye sitare anek han, lekin sitaron ke liye chand ek hai. Aapke liye to hazaron honge, lekin hamare liye aap hi ek hain.t nahi hoti. Ya tim timate sit
Hum to tujhe bhool chuke the lekin, na jaane kyu log teri yaad dilane aaye, yeh kya kam hai ke teri gali mein tere deedaar ki khaatir, hum tujhe kisi aur ke milne ke bahane aaye...
Hum jaise dost nahi sabhi ke liye, ye tohfa hai kisi- kisi liye, Kyun jala rakhi hai shamma buza dijiye, Kya hum kam hai roshni ke liye ..
Gujare the jo lamhe tere sath, talash unhe yeh nazar bar bar karti hai, gum nahi jo kismat ne juda kar diya, teri judai bhi to hamse pyar karti hai
Wo ruthe is kadar ki manaya na gaya, Durr itne ho gaye ki pass bulaya na gaya, Dil to dil tha samundar ka sahil nahi, Likh diya naam to fir mitaya na gaya.
Chirago mein agar noor na hota toh tanha dil itna majbor na hota kasam se hum aap se milne roj aate agar aapka aashiyana dur na hota.