Socha tha na

Socha tha na
Socha tha na karenge kisi se dosti, Na karenge kisi se vaada, Par kya kare dost mila itna pyara. K karna pada pyar ka vaada
  

Feb, 01 2012     123 chars (1 sms)     1204 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Kaash tum mujhe ek khat likh dete, mujhme kya kya thi kami yeh to bata dete, tadapte dil se mere tumne nafrat kyu ki, nafrat ki hi mujhe koi vajah to bata dete
Na Door Rehne Se Rishte Tut Jaate Hai,Na Paas Rehne Se Jud Jaate Hai,Ye To Ehsaas Ka Pakka Bandhan Hai,Is Liye Aap Hame, Aur Hum Aapko Yaad Aate Hai..
Na koi shikwa hai aur na shiqayat hai Chhod unhe na koi doosri chhahat hai Bas wohi meri safar hai, wohi meri manzil haiWohi khuda hai, wohi meri ibadat hai
Rab kare ki meri sirf ye dua tujhe lag jaye,tu fulo me khele aur kante mujhe chuv jaye,tu khusiyo se khele aur tere sare gam mujhe mil jaye.
Vo Bohot Khush Hua Mera Ghar Jalane K Bad,Dekho Kitna Zalim Ho Gaya Hai Bichar Jane K Bad.Jab Chaho Katal Kar Dena Magar Itna Khayal Rakhna,Kon Barh K Chahe Ga Tujhe Iss Diwane K Bad.
Baat aisi ho ke jazbaat kam na ho.Khayalat aise ho ke kabhi Gam na ho.Dil ke kone me itni si jagaha rakhna ke khali khali sa lage jab hum na ho.
kitni Rate Bit Gayi kitne Din Bit Gaye Bas Bita Nhi To yaado ka wo Pal Wo Gujra Hua kal Biti Nhi To Aankhoki Nami Aur Aapki kami.
yaado main kabhi aap bhi khoye hoge khuli aankho se kabhi aap bhi soye hoge maana hasna hai aadat gum chupaane ki par haste haste kabhi aap bhi roye hoge
Sooni zindagi me hulchul mahesus hui bejan dil ki aaj dhadkan mahesus hui jane kyun aaj aisa laga shayad aapke pyar ki kami mahesus huyi
Kyu hame kisiki talash hoti hai, kyu dil ko kisiki aas hoti hai, chand ko dekho vo b tanha hai fir b uski chandani se roshan raat hoti hai.
Tanhai ka ye aalam he..Rone ko dil karta he..Rokar thak jaate he..To marne ko dil karta he...Lekin mare bhi to kaise...Koi he jiske liye jine ko dil karta he..
Tanha hai safar Mnzil bahut door he Dil bas kisi ki yaado me choor he Aksar mulakat Nhi ho pati Hmari Lekin is dil me pyar bharpoor he.