Har pal ne

Har pal ne
Har pal ne kaha ek pal se... Pal bhar ke liye aap mere samne aa jao... pal bhar ka saath kuch aisa ho... ki har pal tum hi yaad aao…
  

Feb, 01 2012     132 chars (1 sms)     1135 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Suraj Ki Kya Zarurat Aye Khuda Andhera Hatane Ke Liye, Ke Unki Roshni Hi Kaafi Hai Raat Ko Mitane Ke Liye, Wo Kehte Hain Tera Pyaar Zaada Hain Is Dil Me Basane Ke Liye, Unhe Kya Pata Unki Aankhen Hi Kaafi Hain Mere Dubjane Ke Liye
pyar or baris dono 1se hote he,wo hamesa yadgar hote hefark sirf itna he,baris 7rahekar tan bhigati he or pyar dur rhkar ankhe..
Har subah ki dhund kuch yaad dilati hai, har phool ki khusbu ek jaadoo jagati hai, chao ya na chao ,par kitna bhi, aaap ki yaad aa hi jaati hai.
Har Subah Teri Dunia Me Rosni Kar De Rab Tere Gam Ko Teri Khusi Kar de Jab Kabi Dubne Lage Teri Sanse Khuda Tuj Me Samil Meri Zindgi Kar De.
Dil me murad ho to baat zarur hogi, ujde bagh me bahaar zarur hogi,rab jane hum kab milenge, par har din aapse milne ki khawish zarur hogi..
Aapke khayalon se fursat nahi milti Hume ek pal ki raahat nahi milti Mil to jaata hai sab kuch Bas aapki ek jhalak nahi milti.
Ajnabi Duniya Me Akela Khwab Hu Sawalo Se Khafa Jawab Hu Jo Na Samajh Sake Unke Lie Koun Jo Samajhe Unke Le Kitaab Hu..
Tumari judai yadon ka izhar karti hai, tumari yaad bahut bekarar karti hai.. Wo din jo sath guzare the humne, talash unhi palon ki ye nazar bar bar karti hai
KAUN KEHTA HAI MERE BAGHAIR WO TANHA HOGA,WO CHAAND HAI KAHIN AUR CHAMAKTA HOGA,WO TO REHTA HAI MOHABBATON K DES ME,USSE KIYA KHABAR KOI TANHA USSE SOCHTA HOGA.
Hawao K Chlne Se Patte Sarsarate He Khamosh Sannate Bi Kuch Keh Jate He Hum Pyar Krte Nhi Hr Kisi Se Jis Se Bi Krte He Dil Me Utar Jate
Hum Wo Nai Jo Bhul Jaya Karte Hai, Hum Wo Hai Jo Nibhaya Karte Hai, Dur Rehke Milna Shyad Mushkil Ho, Par Yad Banke Sason Me Bus Jaya Karte Hai.
Hujum-E-Shaher Se Nafrat Si Hogai Tanhayyo Se Jaise Mohabbt Si Hogai Palke Utha K Tumko Hi Dekha Kiye He Hum Aankho Ko Jaise Teri Aadat Si Hogai