Dil se tera khayal na jaye to kya karu? tu hi bata teri yaad aaye to kya karu? hasrat hai ki ek nazar tujhe dubara dekh lu kismat woh lamha na laye to kya karu?
ham sms nahi karte hai to aapko lagta hai ki hame aadat hai paise bachane ki, par aap nahi jante k ye bhi ek aada hai aapko aapni kami ka ehsaas dilane ki..
Manjil ki talash mein nikle hain hum sabhi,sabki manjil ek ho yeh mumkin nahi,aise hi kisi mod par bichad jayen jo kabhi.yeh mat samjhana aapke sath hum nahi