humain hasnay or hasanay ke adat hay nazron say nazrain milanay ke adat hay,par hamare nazar jisay hay ja mile osay nazar jhuka kar sharmanay ke adat hay.
Dil se tera khayal na jaye to kya karu? tu hi bata teri yaad aaye to kya karu? hasrat hai ki ek nazar tujhe dubara dekh lu kismat woh lamha na laye to kya karu?
Kaam To Hazaron Hai Duniya Me Mohabbat Ke Siva Badnaaam Aur Sharminda Hoke Bhi Mai Jiya Par Badnaseeb Tu Bahut Hai Mere Dost Kyonki Zindagi Me Tune Kabhi Pyar Na Kiya