Judai ke yeh

Judai ke yeh
Judai ke yeh lamhe kitne ajeeb hai tu door ho ke bhi mere kareeb hai hum ek ho kar bhi anjaan hai ek dooje se yeh kaise hamare naseeb hai
  

May, 04 2012     137 chars (1 sms)     1416 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Mohabbat Ko Mohabbat Ka Ishara Yaad Raheta Hai.Har Pyaar Ko Apna Pyaar Yaad Raheta Hai.Do Pal Jo Unki Bahon Me Guzre Ho Maut Tak Wo Nazara Yaad Raheta Hai.
Mere Marne Ke Baad Mere Dil Ko Nikaal Lena, Kahin Woh Bhi Naa Jal Jayen Jo Dil MeinRahte Hain
Shaam udas thi subaah udas thi,kafan me lipti hue meri laash thi,ae mere gharwalo muje wahi dafnana jaha meri aur USKI paheli mulakat thi
IS RAAT KI TANHAHIYON KI BAAT LIKHOON, YA DEEDAR KO TARASTI ANKHON KA HISAB LIKHOON, TUMSE DOOR RAHNE KA GHUM BAYAN KAROON, YA PHIR APNI HI ZUBAN BAND RAKHOON
Maikhane mein jam tut jata hai, Ishq mein dil tut jata hai, Na jaane kya rishta hain dono mein. Jam tute to Ishq yaad aata hai, Dil tute to Jam yaad aata hai.
Apno k sitam ka hisaab kya rakhna, jo beet gaya pal use yaad kya rakhna! bas ye soch kar muskurate hain, apne ghamo se dusron ko udaas kya rakhna
kuch baate jo dil ko chu jaye,kuch yaade jo dil me rehe jaye,kuch log jo hamesa yaad aye,kuch log jo hamesa yaado me sataye,ye sms unke naam…
Tadap Uthte Hai Unhe Yaad Karke, Jo Gaye Hai Hame Barbaad Karke, Ab To Itna Hi Talluk Rah Gaya Hai, Ki Ro Lete Hai Unhe Yaad Karke
Shuruwat mei badi-badi kasme khate hai ye log Lekin us pyar ko nibha nahi paate hia log Pyar mei DHOKE de jaate hai pyar karne wale Bewafaai karke kisi aur ka haath tham kar laut jaate hai ye log
kabhi tera naam lete hai Dil se hum inteqam lete hai Meri barbadiyo ke afsane Mere yaro ke naam lete hai Bas yehi ek jurm hai apna Hum muhabat se kaam lete hai.
Pyar k irade Takdir badal dete he,Wo hume dekh k nazre bdal dete he,Humne kanto ko B narmi se chhua,Log bedard hote he,Fulo ko masal dete he
Kal fursat na mili to kya karoge,itni mohlat na mili to kya karoge,roz keh dete hokal sunege kal Sunege,kal agar meri hi ankhe na khuli to kya karoge