Sardar ke dost ne

Sardar ke dost ne
Sardar ke dost ne 1 april ko khane pe bulaya, ghar pe TALA tha aur likha tha "bevkuf banaya" sardar ne niche likh diya "HUM AYE HI NAHI
  

Jan, 17 2012     135 chars (1 sms)     1634 views       Jokes > Santa Banta

more Santa Banta SMS Messages

Santa got an sms from hisgirlfriend...."I MISS YOU"Santa replied..."I Mr. U
SANTA sukhe khet mein boat chala raha tha BANTA-aise SARDARO ne hi SARDARO ka naam kharab kiya hai,agar mujhe swimming aati to jakar use bahut marta
Santa Ki Ladai Apne Baap Se Ho Gayi To Usne Apne Baap Ki Photo Kabristaan Me Ek Ped Pe Latka Di Aur Neeche Likha"COMING SOON"
Ek sardar car me battery lagwane gaya, Mechanic ne poocha "EXIDE" ki lagaun? Sardar bole: yar, bar-bar kaun ayega DONO SIDE KI LAGADE
Boss: Ek achcha mirror leke aao jisme mujhe mera face dikayi de!Santa: Boss nahi mila me sab dukan me gaya par sab me mera hi face dikhayi diya
Santa ko Raaste me cycle ka pedal mila. Woh use uthakar,Ghar laa kar Biwi ko bola ye sambhal ke rakhde, isme cycle dalwadenge
Q: Agar do pipal ke Pedon ko ek rassi se bandh diya jaye to us rassi ko kya kahenge? santa:Us rassi ko bolengey NOKIA - Connecting pipal
santa dies due to lighting and his dead body is found smiling. God asks Why? He replies, “Mainu laaga ke koi meri photo khich raha hai.”
Santa ki shaadi ek nurse se ho gayi. Banta: Aur santa, kaisi nibh rahi hai? Santa: Pooch mat yaar, jab tak sister na kaho, bolti hi nahi
saNTAr khat likh raha tha , Ek aadmi ne pucha kise likh rahe ho.SaNTA ne kaha khud ko.Aadmi ne pucha kya likha hai.SaNTA ne kaha mujhe kya pata Abhi khat mujhe mila nahi hai.
Q. WHAT DID BANTA SINGH SAY WHEN HE SAW A BANANA PEEL? A. "OH! I AM GOING TO SLIP AGAIN.
Banta: Oye tu har SMS ko do baar kyon bhej raha hai? Santa: Kyunki tujhe agar ek forward karna ho to dusra tere paas rahe..!!