santa to his friend: yaar mujhay zara apna e-mail id aur password sms kar mera account nahi khul raha banta sends an sms: id-- cool_bantasingh@ya password---- ************ mera password kisi nu dassi naa
Banta ped pe chada to upar baithey bandar ne poocha: Upar kyon aaya? Banta: Apple khane. Bandar: Yeh to aam ka ped hai. Banta: Pata hai, apple saath laya hoon.
Santa k ghar ladki hui Banta:Jab ladki badi hogi to ladke ise chedenge. Santa: Maine iska intezam kar liya! Banta:kya? Santa: Iska naam DiDi rakha hai!