Mana k pyar

Mana k pyar
Mana k pyar ka akshar adhura hota he,Par us aadhe ko kaat dalo to yar hota he, Or itna yad rakna mere Dost yaro me hi sahi Pyar hota he!
  

Jan, 24 2012     136 chars (1 sms)     968 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Tumse Dur Jane ka Iraada na tha, Sada Saath Rehne kabhi Vaada na tha, Tum Yaad na Karoge Yeh Jante the Hum,Par itni Jaldi Bhul Jaoge Andazana tha.
Kaun kehta hai ki is duniya mei majbut irade wale log nahin milenge.aap mere is dost ko hi dekh lijiye,duniya idhar se udhar ho jaye pr yeh sms nahin karenge.?
zindagi main sada muskurate raho fasile kam karo dil milate raho.dard kaisa bhi ho koi gham na karo.rat kali sahi ankh nam na karo.ik sitara bno jagmagate raho.
Najar hamhari...Najar tumhari...Najar ne dil ki Najar utari...Najar ne dekha Najar ko aisy...keNajar na lage"DOSTI"ko hamari.
dil mein aag lagi to bhuzana tera kam hai duniyame mein rahate ho dosati tera nam hai ......
Kuch yaden yaad rakhna, Kuch Baten Yaad Rakhna, Ham umra Bhar sath Rahen Ya Na Rahen, Par Ham Sath The Kabhi, Ye Umra Bhar Yaad Rakhna...
Yaad sachi ho to waqt ruk jata hai, aasma lakh ucha ho magar zuk jata hai.Rishte me duniya lakh bane rukavat, dost saccha ho to khuda bhi zuk jata hai
Wade B Dost Ne Kya Khub Nibhaye,Zakham Muft Me Aur Dard Tohfe Me Bhijwaye.Is Se Badhkar Wafa Ki Misal Kya Hogi,Maut Se Pehle Hi Dost Kafan Le Aye..
Jalaakar Is Dil Ko Saman Dar Par Tere, Diyaa Hum Karenge.. Raho Aabaad Sadaa Tum Khudaase Bas Ab,Ye Duaa Hum Karenge..
Dua karte hai hum sar jhukaye, Ae dost tu apni manzil ko paaye. Agar kabhi teri raho mein andhera aaye, Roshni ke liye khuda hum ko jalaye
Apki yad karte hai itni Asman me rosni hai jitni yakeen nahi to call krke dekhiye,hum karenge baat apse utni.aapke mobile me laxmi hai jitni
Samandar ki lehere nhi, Meri aasuon ki ganga hain, Tera pyar naseeb nhi hua to kya hua, Tere yaad main jinda hain.