SMS Messages2 messages

Sapno ko sapna mankar bhool na jana dil ki armano ko chod na dena tum mein kashish hai kuch pane ki na mumkin samajhkar chod na dena
Sham ki tanhai me kho na jana, Kisi ki masti me doob na jana, Milengi zarur kal manzil tumhe, Unhe paa kar is naaacheez ko bhool na jana...