Diwali Parva hai Khushio ka, Ujalo ka, Laxmi ka.... Is Diwali Aapki Jindagi khushio se bhari ho, Duniya ujalo se roshan ho, ghar par Maa Laxmi ka Aagman ho... Happy Diwali
Laxmi aayegi itni ki sab jagah naam hoga, Din raat vyapar bade itna adhik kaam hoga, Ghar pariwar samaj me banoge sartaj, Yehi kamna hai hamari aap ke liye Diwali ki Dhero Shubh Kamanaye