SMS Messages26 messages

Kabhi kabhi baatein adhoori reh jaati hain choo kar honthon ko juban khamosh reh jaati hai reh jaati hai keval aankho mei nami aur yaadein dilon ko tadpaati hain
Saath Humara pal bhar ka sahi, par woh pal aise jaise koi kal nahi rahe zindagi mein shayad phir milna humaara par mehekti rahengi tumhari yaadein humare sang sahi
Her tarah se bholne ki koshish ki hai tumhe.. kya kahein ki her ek pal mein tumhari yaadein hai.. Bhoolker tumko nahi bhool patein hai kyonki bhoolne ke liye tumhe hi to yaad karte hain...
Har ahat ehesas hamara dilayegi Har hawa kissa hamara sunayegi Hum itni yaadein bhar denge Na chahate hue bhi aapko yaad humari aayegi
Har ahat ehesas hamara dilayegi Har hawa kissa hamara sunayegi Hum itni yaadein bhar denge Na chahate hue bhi aapko yaad humari aayegi
Din sara yaadon me guzar jata hai,Phir bhi raat ko aapka hi khayaal aata hai... Kuch yaadein is kadar ban jaati hain ki,Aaine me bhi chehra apka nazar aata hai
Humne apni ik duniya banai hai,Jis mein rehti main aur meri tanhayi hai,Us tanhayi mein baatein aur yaadein hain uski,Agar batadun sab ko to meri ruswai hai
Na Poochhna Hamse Wafa Kyu Na Kar Sake,Ke Yaadein Bahut Rulati Hai,Saath Hote Huve Bhi Saath Na De Sake,Ke Kismat Aise Bhi Kabhi Rang Lati Hai.
Har baat kehkar samjayi nahi jati, har cheez zindagi main paayi nahi jati, yu to har waqt yaad karte hai aap ko, par yaadein kisi ko dikhayi nahi jaati
Sukhi Mitti mein dafan hai kuch yaadein,Wo juthi kasme, wo juthe waade,Ab jaa ke hua unhe mere pyar par aitbaar,Jab humne chood di apni saansein.
Unse Kehna Maze Me Hai Hum, Bas Yaadein Satati Hai, Uski Doori Ka Gham Nahi Mujhe, Bas Zara Aankhein Bheeg Jati Hai.
teri yaadein hume fanaa hkarne par utaaru hai socha tha jeene ka sahara banegi par abb pareshani ka sabab banti jaa rahi hai....