Pyar sacha ho

Pyar sacha ho
Pyar sacha ho to waqt ruk jata he Asman lakh ucha ho juk jata h Pyar me Duniya lakh bane Rukawat Agar Yar Sacha hoto khuda b juk jata Hai
  

Jan, 30 2012     137 chars (1 sms)     4016 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Choti-choti baton se takrar na kiya karo,Hamare har mazak ko dil pe na liya karo,Kya pata sath hai aur kitne din ka,Tab tak to pyar mere yar rakha karo
Galiyo ki hawa jism ki dawa ban gayi,Doori unki meri chahat ki saza ban gayi,Kaise bhulu unhe 1 pal ke liye,Unki yaad jeene ki wajah ban gayi.
Aapki Khusi Me Apni Khusi Dundte-Hai;Aapke-Labon Pe Apni Hasi Dundte-Hai;Mere-Dil Ki Nahi Mujhe Khbar,Aapki Dhadkan Me Apni Zindagi Dundte Hai
Ishq ka jahaan benaam hota hai, Tadapna iska kaam hota hai. Khush naseebo ko kabhi ishq ho nahi sakta, Yeh to badnaseebo ka jaam hota hai.
Sooni zindagi me hulchul mahesus hui bejan dil ki aaj dhadkan mahesus hui jane kyun aaj aisa laga shayad aapke pyar ki kami mahesus huyi
Dil mai hai dard hazar... Magar hum se hai sab anjan.... kuch log hai khas jin se hum hans lete hai... or kuch log hai mere dil ke paas jin se hum dard lete hai.............
Hum Kabhi aap se Khafa ho nahi sakte, Yeh Dil ke Rishtey Bewafa ho nahi sakte, Aap bhale hameh bhulake so jao, Hum aapko yaad kiye bina soh nahi sakte.!!
Kabhi dil me muskara kar dekhiye, Hamari Gazal gunguna kar dekhiya, Ham bhul jayenge Aapko ek shart par, Pahale AAP hame Bhula kar dekhiye...
Tammana-e-ishq to hum bhi rakte hain, Kisi ke dil me hum bhi dhadakte hain, Na jane woh kab milenge jin ke liye hum roz tadapte hain.
Hai Chahne Waale Aur Buhut Par, Tum Mein Hai Ek Baat Bahut.. Tum Apni Apni Lagti Ho, 1Bat Kahoon Agar Sunti Ho? Tum Mujhko Achi lgti ho
Chirago se andhere door ho jate, toh chand ki chahat hamme na hoti, agar kat sakti akeli ye jindagi to apki jaroorat hamme na hoti..
Manzil Bhi Kho Chuke Humsafar Bhi Nahin Raha Meri Kisi Bhi Duaa Main Sayad Asaar Hi Nahin Raha Jab Se Huyee Hai Dil Ko Khabar wo bichaddh raha hai mujhse Lafzoon Ko Jodnay Ka Tabse Hunaar Bhi Nahi Raha...