Tu Ek Chingari Hai from Bandh Darwaza Movie (Anand Milind)

Tu ek chingari thi ab sirf andhera hain
Tu ek chingari thi ab sirf andhera hain
Tujhe kaun nikalenga is bandh bandh darwaze se

Tu ek chingari thi ab sirf andhera hain
Tujhe kaun nikalenga is bandh bandh darwaze se
Tu ek chingari thi ab sirf andhera hain

Socha na kabhi samjha na kabhi
Tujhe kaun si manzil paani hai
Socha na kabhi samjha na kabhi
Tujhe kaun si manzil paani hai
Ye raah nai tu khud hi chali
Ye teri hi naadani hain
Tujhe kaun nikalenga is bandh bandh darwaze se
Tu ek chingari thi ab sirf andhera hain

Tu zinda laash sulagti hain
Tanhai ke angaro mein
Ye deeware hai kabra teri
Tu dafan hain in deewaro mein
Jivan ne to thukaraya hai tujhe
Kyun maut bata tu kyun hai khafa
Ab kaun sunega tere shiva
Jo dard hain teri pukaaro mein
Jo dard hain teri pukaaro mein
Jo dard hain teri pukaaro mein

Tu ek chingari thi ab sirf andhera hain
Tujhe kaun nikalenga is bandh bandh darwaze se
Tu ek chingari thi ab sirf andhera hain..

Song Details
Movie
Bandh Darwaza
Artist
Anand Milind
Music Directory
Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Label
Saregama
Singers
Suresh Wadkar
Lyricist
Qafil Azad

Other Lyrics from Bandh Darwaza

Bheega Bheega Mausam Tadpaye
Jalta Hai Kyun Tu
Main Ek Chingari Hoon
Tu Ek Chingari Hai

Other popular Lyrics by Anand Milind

Mujhe Dil Ka Rog (Chhote Sarkar)
Phoolon Sa Chehra Tera (Anari)
Pyar Mein Dil De Diya (Anari)
Jeth Ki Dopahri Mein (Coolie No. 1)
Jane Jaan Jane Jaan (Anari)
Kya Mausam Aaya Hai (Anari)
Zindagi Bhi Patang Hai (Yeh Khula Aasmaan)
Aari Aari (Yeh Khula Aasmaan)
Aunty No One (Aunty No. 1)
Khabar Kar Do (Baarish)