Waqt Ke Saath from Begaana Movie (Anu Malik)

Chal raha hu mere dil me
Sirf chalne ki khushi hai
Aane wale kal ki surat
Meri aankho me basi hai
Mar chuke hai wo jo
Thak kar rashte me baith jaye
Waqt se ladta raha mai
Waqt ka mara nahi hu

Waqt ke sath har zkham bharta nahi
Waqt ke sath har zkham bharta nahi
Phir bhi jite hai sab koi marta nahi
Phir bhi jite hai sab koi marta nahi

Waqt ka zkham sah jaye aise hai kam
Waqt ka zkham sah jaye aise hai kam
Waqt gaye na gujare gujarta nahi
Phir bhi jite hai sab koi marta nahi

Waqt hota hai kya ye use hai pata
Waqt ki aag me jo jala hai
Waqt ka dusara naam takdir hai
Zor kismat pe kiska chala hai
Waqt ki thokre chur kar de jise
Wo bigad ke swarta nahi
Waqt ka zkham sah jaye aise hai kam
Waqt gaye na gujare gujarta nahi
Phir bhi jite hai sab koi marta nahi

Dhup banke kabhi chhav banke kabhi
Waqt chehare badalta rahega
Waqt ki thokre kha ke bhi aadmi
Yuhi girta sambhalta rahega
Wo hai kya aadmi apni himmat se
Jo waqt ka rukh bdalta nahi
Waqt ke sath hai zkham bharta nahi
Phir bhi jite hai sab koi marta nahi
Phir bhi jite hai sab koi marta nahi

Waqt ki dhund se hum jo gujare kabhi
Rah sujhe na koi kahi oo oo
Aati jati rahi waqt ki aandhiya
Chand suraj bhuje to nahi
Chand suraj bhuje to nahi

Waqt hai berham kar le kuch bhi sitam
Waqt hai berham kar le kuch bhi sitam
Waqt humse zuda to nahi jite ji kyu mare
Waqt se kyu dare waqt apna khuda to nahi
Waqt apna khuda to nahi
Waqt apna khuda to nahi
Waqt apna khuda to nahi..

Song Details
Movie
Begaana
Artist
Anu Malik
Music Directory
Anu Malik
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Mohammed Aziz
Lyricist
Anjaan

Other Lyrics from Begaana

Apno Mein Main Begaana
Dear Sir Aap Ko
Jigar Tham Lo
O Dil Jaani
Waqt Ke Saath

Other popular Lyrics by Anu Malik

Time Bomb (Aasmaan)
Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo (Ab Tumhare Hawale Watan)
Har Ek Muskurahat (Ankhon Mein Tum Ho)
Mann Tera Mera Mann (Aaghaaz)
Dil Ko Pathar (Aaghaaz)
Deewani Deewani (Aakhri Baazi)
Ye Kaali Kaali Aankhein (Baazigar)
Hindustan Hindustan (Border)
Is Mitti Ka Karz Tha Mujhpe (China Gate)
Goli (Shootout At Wadala)