Naino me base

Naino me base
Naino me base ho zara dhyan rakhna, apni dosti yun hi aabad rakhna, mujhe to aadat hai aapko yaad karne ki, agar hichkiyan aati rahein to maaf karna
  

Jan, 24 2012     148 chars (1 sms)     1184 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Dil kabhi na lagana humesha dard paoge,biti bate yad kark rote hi jaoge.karna hi hai to gahri karo dosti,humesha ummid se duguna paoge.
Dosti insaan ki zaroorat hai, dilon pe dosti ki hukamat hai aap k pyar ki wajah se zinda hain warna khuda ko bhi hamari zarorat hai..
App ko pata hai ke duniya ki sub say khubsurat cheez daikhi nahi jati, mehsoos ki jati hai,jesay hawa ka jonka, shehd ki mithaas, jaisay phoolon ki hushboo, jaisay payar, Jantey ho sub say khubsurat ihsas kya hai, Aap ka Sath.
Faasle mita kar apasme pyar rakna,Dosti ka rista u hi barkrar rakna,malum hai dost bahut hai apke,par unke beech apk is dost ka khayal rakhna.
Salman ki dosti thukrake aya hu katreena jaisa pyar karne aya hu Dost ki mere pas kami nhi Fir bhi dosti apse karne aaya hu...
Sab se achha mera yaar hai, Uski hare k shayri mein kitna pyaar hai, Agar na aaya uska sms ek din, To mera mobile rakhna bekaar hai
Tere akelepan me saath tera hum nibhyenge,teri tanhaiyo me tEre pas hum ayenge.Tu ek bar hume azma kar to dekh dost,khud ro kar b tujhe hasakar Jaynge
Jaise taaro ke saath hai, vaise sache dost ke sath vishwas hai, dil ki nazaro se dhundoge agar, hum har waqt apke paas hai...!
Kise apna banayen, koi iss qabil nahin miltaYahan patthar bahut milte hain, dil nahin miltaYeh duniya FAREBon ki basti hai e dostYahan sirf dard milte hain, Humdard nahin milta.
Nazar tumhari, Nazar hamari, Nazar ne dil ki nazar utari, Nazar ne dekha nazar ko aise, ki nazar dosti ko lage na hamari.
AE Dost zindgi ki asli udaan abi baki hai zindagi ke kai imtehaan abi baki hai abhi to naapi hai muthi bhar zami aage abi sara asmaa baki hai.
Kya mangu khuda se tumhe pane k bad,kiska karu intzar tere aane k bad,kyu dosto pe jaan luta dete hai log,malum hua tumhe dost bnane k baad.