Toote huye taare

Toote huye taare
Toote huye taare ko dekhkar usne kaha ki maang le tu bhi muraad koi,par dil se awaz aayi k jo khud toot raha hai kya puri karega wo fariyaad koi.-
  

Jan, 25 2012     146 chars (1 sms)     1684 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Unhone dekha aur aansu gir padey, bhari basant mein jaise phool bikhar padey! dukh woh nahin ki unhone humein alvida kaha, dukh to ye hain ki uske baad wo khud ro pade!!
Toota Jo Dil To Dukh Hota Hai,Kar K Use Pyar Dil Ab Bhi Rota Hai,Dard Ka Ehsas Hota Hai Usi Ko,Jo Mohabat Pane K Bad Khota Hai.
Sabi puchte hai ki hum muskurate kyu nahi,Humare zakhmo ko koi janta hi nahi,Hum tanha hai kitne ye hum hi jante hai,Hume gam honge itne koi manta hi nahi.
Aansu ki bundo ko noor kr diya,tanha jeene ke lye majbur kar diya,ye kaisa khel khela takdir ne mere sath,jo dil ke karib tha mere usko hi mujhse door kar diya
CHEEZ BEWAFAI SE BADKAR KYA HOGI, GUME HALAT JUDAI SE BADKAR KYA HOGI, JISE DENI HO SAZA UMARBHAR KE LIYE, SAZA TANHAI SE BADKAR KYA HOGI.
Barbaad kar gaye jindgi vo pyar k naam pe, bewfaai mil gyi wafa k naam pe... Zkhm de gye dawa k naam pe, khuda b ro pada mere pyar k anjaam pe.
Tere Pyaar ko Trasa hoon janmon se,Ye chahat hai Meri Deewaani Sanam,Tujhe kaise Dikhaaon eska asar,Kaise Mar Mar ke Jeete rahe
Jab kabhi dil udaas hoga,hume yaad karna toh khushi ka ehsaas hoga! Jab chhod jayenge sabhi,yaken mano is badnaseeb ka haath hamesha saath hoga.
suna hai.. woh Jate hue keh gaye, ki ab to hum sirf tumhare khwabon mein ayenge. koi keh de unse, ke woh wada kar le. hum zindagi bhar ke liye so jaye...
Har zakham ko bhar deta hai wakt,rote huye ko ek pal me hasa leta wakt,umid rakh mere dost ke patzad me bhi kabhi koi ful khila leta hai wakt
kaash meri zindagi mein koi sapna sach hota, kaash meri zindagi mein koi apna hota, kaahs meri zindagi mein yaaroon; kaash hi na hota!!!
Ye Zid Hai Humari K Use Cheen Lein SB Se Hum Aur Zamane Se Taqaza Nhi Krte Hum Tanhai Mein Ro Lete Hein Aksar Hum Shehar Ki Galiyon Mein Tamasha Nhi Krte