Tere ghar ke

Tere ghar ke
Tere ghar ke deepak mai jal raha hai mera wajood,bhul ke bhi na samjhna mujhe begana tum.mere paas kanto bhare gulaab ke siva kuch bhi nahi,usse bhul kar bhi seenay se na lagana tum.
  

Jan, 25 2012     182 chars (2 sms)     1521 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

IS RAAT KI TANHAHIYON KI BAAT LIKHOON, YA DEEDAR KO TARASTI ANKHON KA HISAB LIKHOON, TUMSE DOOR RAHNE KA GHUM BAYAN KAROON, YA PHIR APNI HI ZUBAN BAND RAKHOON
Itne karib aye ke dur ho gaye, Itane hanse ki rone ko majbur ho gaye, Aur ansuon ko apana mukaddar bana liya, tanhaiyon ke shahar me ek ghar bana liya.
Har Waqt Mere Saath Rehta Hai.. Bata E Dard To Rishtey Me Mera Kya Lagta Hai...
Hm Apni Hsti Mita Ke Bi Tnha HaiHm Sab Kuch Apna Luta Ke Bhi Tanha HaiLog Door Tk Jate Hai Kisi K LiyeAur Hum UsKe Pas Reh Ke Bi Tnha Hai
Ek Bewafa Ne Zakhm Diya Bade Shauk Se..Phir Ghar Bolaya Bina Kisi Rok Tok K..Us Bewafa Ne U Kiya Mere Zakhmo Ka Ielaj..Marham Bhi Lagya To Kanto Ki Nok Se..
Agar Bas Mei Hota To Bhul Kar Bhi Tujhe Yaad Na Karta Har Lambha Yon Tere Intezar Mei Til Til Na Marta Alvida Tak Na Keh Kar Gaya Tu Jate Jate Jo Teri Hakeekat Janta To Khuda Ki Kasam Yeh Gunah Na Karta
Mere Jineke Liye Tera Armaan Hi Kafi Hai . Dil Ke Kalam Se Likhi Ye Dastaan Hi Kafi Hai. Tir-E-Talwaar Ki Tujhe Kya Zaroorat-E-Nazneen, Qatl Karne Ke Liye Teri Muskaan hi Kafi Hai
Unki meethi baato ne hi to hame rulaya hai aaj bhi mere dil me unki yaadon ka saya hai unse bichhadne ka gum nahi mit paya hai aaya hai fir se wohi zamaana yaad aaya hai
Dil na umid to nahi, nakam hi to hai, Lambi hai gam ki shyam magar, shyam hi to hai.
Is kadar har taraf tanhai hai,Ujalo me andhero ki parchhai hai,kya hua jo gir gaye palko se ansu,shayad yad unki chupke se chali aayi
Koi kuch bhi na kahay to pata kya hai Is bechain khamoshi ki wajah kya hai Unhain ja kay koi kahay hum lay lenge zahar bhi Woh sirf yeh to bata dain meri khata kya hai.......
waade bhi dost ne kya khoob nibhaye, zakhm muft mein aur dard tohfe mein bhijwaye, is se badhkar wafa ki misaal kya hogi, maut se pehle hi dost kafan le aaye.