Kya Faayda Hua

Kya Faayda Hua
Kya Faayda Hua hai Ab Intazaar Karke ? ? Gardish me aa gaye hai..Hum Tumse Pyar Karke.. Is Daur me Wafa ka ..Hum Karobaar Karke.... Sunnat nibha rahe hai..Dushman se Pyar Karke....
  

Jan, 25 2012     180 chars (2 sms)     1157 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Barson ho gaye raakh bane huwe Par dhuaN uthta baar-baar Q hai.Mohobbat dard bankar reh gayi Ashqon ka sailaab tutta baar-baar Q hai.?
Is jahan me mohabbat kash na hoti o safar-e-zindagi me mithas na hoti Agar milti BEWAFA ko sazae maut To diwano ki kabre yu udas na hoti
Asu jo beh rahe h inhe behne do Yeh keh rahe hein dil ki baat, kehne do Buhat bewafa ho tum, hame h maloom Tum apni wafa ki baat, rehne do!
Tanhayi Jab Muqaddar Me Likhi Thi,To Kya Shikayat Apne-Begane Se,Hum Mit Gaye jinki Chahat Mein,Woh Baaz Nahi Aate Hame Aazmane Se.
Yu hi nai tadapta dil kisi ka, Kuch to arman dil me sulgate hoge. Jab lagti hi hawa kisi ki yaadon ki to dil se bi khoon k aansu niklte hoge.
Hum yaad rahe to thik warna bhula dena, ho koi khata humse to saza dena, waise to hum hai Khali kagaz ki tarah, likha jaye to thik warna jala dena.
Roye hein buhat tab zara karaar mila he is jahan mein kise bhala sacha pyar mila he guzar rahi hey zindagi imtehan ke daur se ek khatam howa to dosra tayar mila he
Fareb tha hasi me,Ashiqi samajh baithe,Mout ko hiapni jindagisamajh baithe,waqt ka mazak tha ya badnasibi hamari,unki dobato ko hum chahat samaj baithe.
kabhi hum ne use apna kaha hi nahi kabhi usne mujhe na apna kaha unhe jate hue hume apni saari khushiya de di unhone unke dard hume sambhal kar rakhna ko kaha.
Raat ankho me dhaLi palkon par jugnu aye hum hawao ki tarah jakar use chuh aye usne chuh kar mujhe pathar se insan kiya mudhaton baad meri ankho me ansu aye
Apki Berukhi ko bhi rutba diya Hmne,dosti ka hr Farz ada kiya hmne,Mat sochna k hmne bhula diya apko,Aj fr apse pehle apko yad kiya hamne…
Dardo gamka azizo se paya sila,bewafai gale se lagate rahe,chahat se siharta raha tanbadan,hum akele me aansu bahate rahe.