Zameen ban jaaye

Zameen ban jaaye
Zameen ban jaaye kaagaz ki, aur samundar ho syaahi ka; Phir bhee kalam likh nahi sakhti, Dard,judaai ka!!
  

Jan, 27 2012     105 chars (1 sms)     896 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

sawalon ne loota zawabon ne loota kitabon wafa k hawalon ne loota andhero se khud ko bacha paya lekin mera chaman to ujalon ne loota gairon se mujhko shikayat nahi hai muje mere chahne walo ne luta.
Us Ne Mujh Se Poocha Ek Roz Tume Chahne Walon Se Dar Kyun Lagta Hai Kyun Baghte Ho Kyun Khamosh Rehte Ho Kyun Tanha Rehte Ho Muje Koyi Jawab Na Mila Kehne KoBusEk Ansoon Gira Aur Rul Gaya Khak Mein
Mili hai saza unse dil lagane kinazar lag gayi mere pyar ko zamane ki Kabr se nikle hue dono hath kehte hain Arzu reh gayi use gale lagane ki.
Taraste the jo milne ko kabhi, Aaj wo kyon mere saaye se katrate hain... Hum bhi wahi DIL bhi wahi, Na jane kyon log badal jate hai
Ahsas k daman me ansu girakar dekho,Pyar kitna sacha hai ajma kar dekho,Apko bhul kar kya hogi dil ki halat,Kisi 'aine' pe patthar gira kar dekho
katra katra bhate the aansu,aur hum unhe sukha bhi na paye. isse badi wafa ki saza kya hogi,vo roye hum se lipatkar kisi aur ke liye,hum unhe hata bhi na paye...
Waqt badla aur badli kahani h Sang mere haseen palo ki yaade purani h Na lagao mere jakh mo pe marhum Mere pas uski yahi ek nishani h
Woh nadiyan nahi aansu they mere, jinpar woh kashti chalate rahe. Manzil mile unhein yeh chahat thi meri, isliye hum aansu bahate rahe.
Wafa nhi milti yaha wafa krke, humne dekha h tazurba krke, zndgi to kbhi nahi aai, maut bhi ayi to zara zara karke.
mana teri nazar me tera pyar hum nahi par kaise kah de tere talbdaar hum nahi khud ko jala kar khak kar diya kaise kah de tere gunegaar Hahi.
Yaroo kabhi kisi se pyaar mat karna, ho jaaye to inkaar mat karna! nibha sako to chalna uski raah par, varna kisi ki zindagi barbaad na karna!!!
Meri wafa ki aisi saja di usne,ke mohhabat bhi badnam ho gayi,apne pyar ki aisi kimat wasool ki usne,ke hamari kabr tak nilaam ho gyi.