kuch gam mere

kuch gam mere
kuch gam mere dil se sambhale nahin jate Ashu.n bhi unhe sath nahin le jaye Ek waqt tha pi jate the sau gam ke samunder Do ashk bhi ab mujhse sambhale nahin jate
  

Jan, 27 2012     161 chars (2 sms)     895 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

MUMKIN HO APSE TO BHULA DIJIYE GA MUJHE PATHAR PE HON LAKEER MITA DIGIYE GA MUJHE HAR ROZ MUJH SE HAI TAZA SIKAYAT APKO MAIN KIYA HON EK BAR BATA DIGIYE GA MUJHE
Hr bar unki salamti ki dua krnge,Unki arzo me apni hsti fanh karenge,O chahe damn bachle humse,Lekin hum marte dum tak unse wafa krenge.
Wafa nhi milti yaha wafa krke, humne dekha h tazurba krke, zndgi to kbhi nahi aai, maut bhi ayi to zara zara karke.
Konsa Zakham Tha Jo Taro-taza na Tha Zindgi Mein Itne Gham Thy Ke Andaza Na Tha Unki Jheel Si Ankhon Ka Is M Kia Qasoor Dubne Walon Ko Gehrai Ka Andaza Na Tha
raat chup hai magar chand khamosh nhi kaise kahu aaj fir hosh nhi aisa duba teri yaado ki gehraai me haath me jaam hai aur pine ka hosh nhi
Dardo gamka azizo se paya sila,bewafai gale se lagate rahe,chahat se siharta raha tanbadan,hum akele me aansu bahate rahe.
Pyaar ke ujaale me gum ka andhera kyun aata hai, Jisse hum chahte hai wahi hume kyun rulaata hai, Agar wo mera nasib nahi to puchta hoon uss khuda se, Aise logon se kyun milaata hai.
CHAHA TO JINDAGI SE BAHUT KUCH, MAGAR TUJHE PANE KI EK PYAS SI REH GAYI, CHAH KAR BHI TUJHE PA NA SAKE HUM, BUS AB TERI MEETHI SI YAAD REH GAYI.
Nikalte hain jab tumhare aansu dil karta hai saari duniya jalla du phir sochti hu ,honge tumhare bi apne kahi tumhe phirse rula na du…
WOH MERI MUSKURAHAT PAR NISAR HO GAYE HUM BHI TO UNKE LIYE BEKARAR HO GAYE HUMNE TO KAR LIYA PYAR UNSE.WOH KISI AUR KA PYAR HO GAYE.
koi acchi si saza do mujh ko, chalo aisa karo bhula do mujh ko, tum se bichru to maut aa jaaye, dil ki gehraiyo se dua do mujhko!
Ek khoobsoorat dhokha hai ishq yaaro, Hai har mohobbat ek jhoot yaaro, Jitni khoobsoorat ho sajan utni gehri hai wo bewafaai yaaro, Na yakin ho, to mere mehboob ki tasveer hi dekhlo yaaro…”