Khamoshi me jo

Khamoshi me jo
Khamoshi me jo sunoge wo awaz hamari hogi, zindagi bhar sath rahe wo wafa hamari hogi duniya ki har khushi 1 din tumhari hogi Q k inke piche "DUVA" hamari hogi-
  

Jan, 31 2012     160 chars (1 sms)     2037 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Ankho Me Tera Ashk Utar Lenge,Khushi Tujhe Dekar Gum Udhar Lenge,Tere Jane K Baad Aayegi Teri Yaad,Tere Khyalo Me Hi Waqt Gujar Lenge.
Ek hasrat thi sacha yar pane ki,magar na jane kyu chal padi andiya zamane ki,mera gum ko samaj paye. Kyonki meri adat thi hamesha muskurane k
Us shaks ko mera halka sa ehsas to h,bedard hi sahi wo mera humraz to h.Wo ayga 1 din mere pas wapis,jhuti hi sahi 1 aas to h.
fir wahi fasaana afsaana sunaati ho, dil ke paas hoon keh kar dil jalati ho, beqaraar hai aatish-e-nazar nazar se milne ko, to Fir kyon nahi pyaar jataati ho.
Aap har manzil ko mushkil samajhte hain , Hum Aapko manzil samajhte hain , bada fark hai Aapke AuR Hamare nazariye mein , Aap hamein Sapna, AuR Hum Aapko Apna samajhte hain....
Dil Hi Dil Se Dil Ki Baat Ho Jayegi Aaine Me Dekho Khud Ko Humse Baat Ho Jayegi Shikwa Na Kariye Humse Milne Ka Ankhe Band Kariye Humse Mulaqat Ho Jayegi
Pata kya yeken hai dil kiske liye taras rahe hai bolne se yeh juba darta hai taki bate bandh na ho jaye
Q har waqt yad ati hai tumhari,rato ki nind bhi churali hamari,ab yahi khayal rehta hai subah sham ki,jane kab mulaqat hogi hamari tumhari.
Dua Toh Yaad Nahin , Bas Fakat Itna Yaad Hai, Doo Hatheliyan Thi ,Ek Teri Thi Ek Meri Thi, Shisha-E-Dil Todna Pada Hamein, Intihan Mohobaat Ki Kya Batayen Yaaron , Ussi Ke Liye Ussi Ko Chodna Pada Hamein.
DIL SE DIL KI DOORI NAhI HOTI KASH KOI MAJBURI NAhI HOTI AAPSE ABI MILNE KI TAMANNA HAI LEKIN KEHTE HAI NA K HAR TAMANNA PURI NAHI HOTi
Unke Chehre Pe Meri Ankhe Basar Krti H,Chand K Pehlu Me Jese Rate Basar Krti H,Ab Wafa Ka Kya Sila Du,Unke Cne Me Meri Sanse Bsar Krti H.
Aankhon ki zuban wo samajh nahi pate, Hoth magar kuch keh nahi pate, Apni bebasi kis tarah kahe, Koi hai jiske bina hum reh nahi pate