Aapne hume phool

Aapne hume phool
Aapne hume phool ke kaabil samjha ye aapki meharbaani hay… aapki Dheemi dheemi khushboo ab meri zindagani hay
  

Jan, 31 2012     109 chars (1 sms)     873 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Der raat jab kisi ki yad satay, thandi hawa jab zulfon ko sahlaye, karlo aankhe band aur so jao, kya pata jiska hai khyal wo khwabon mein aa jaye.
Shikwa nahi koi zindagi se,Magar ek shikayat khuda se zarur hai,Jazbaat kyun diye tune hame,Jab duniya me pyaar karna kasoor hai.
Ga saku apka nagma woh saaz kaha se lao, suna saku kuch apko woh andaz kaha se lao.u to chand ki tarif karna asaan hai,kar saku apki tarif woh alfaz kaha se lao
-Kya kahe ki kuch kaha nahi jata, dard mitha hai par saha nahi jata, yaad aati hai is kadar aapki, k bina yaad kiye raha nahi jata.
Aapki mehfil ka mausam suhana lage,ek pal churalu agar burana lage,aap hame milkar bhul jaoge par apko bhulane mein shayad Hame zamana lage..!
Waqt badal jata hai log badal jate hai,sab ek dusre ko bhul jate hai,nahi sikha humne waqt ke sath badalna,shayad isliye Aap hume yaad aate hai..
Agr kush he wo dek k ansu meri anko me,2kasam he kudaki hm hasna chod dege,tadpte rahege use dekne ko magr,uski taraf palke utana chod denge
Kyun Pyaar us par hi aata hai?Jo mil kar bhi naa mil pata hai? ? ?Kaise yeh usse batayein hum?uske bin ek pal bhi reh na paayein hum??
Usne dur rehne ka mashwra b likha h Sath hi PYAR ka wasta b likha h Usne ye b likha h k mere ghar na ana Or saf lafzo me rasta b likha h
Kaise kahe ke aap kitni khubsurat hai, Kaise kahe ke hum aap pe marte hai, Yeh to sirf mera dil hi janta hai, Ke hum aap pe hamari jawani qurban karte hai…
Zindagi Me Ithna Bhi Dur Nahi Jana, Ki Hum Kabhi Aapse Mil Na Paye. Hame Yuhi Yaad Karte Rehna Kahin Hum Aap Ke Dil Se Nikal Na Jaye.
Hum woh nahi jo matlab se yaad karte hai hum woh hai jo dil se yaad karte hai tumhara paigam aye ya na aaye hum har pal intezar karte hai