Kabhi ek lamha

Kabhi ek lamha
Kabhi ek lamha aisa bhi aata hai jisme beeta hua kal nazar aata hai bas yaaden reh jati hai yaad karna ke liye aur waqt sab kuch lekar guzar jata hai
  

Oct, 11 2013     149 chars (1 sms)     2046 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Dubti Nav Ka Kahi To Kinara Hoga, Hum B Dhund Lenge Jo Hamara Hoga,Dilo Ka Sauda Karne Walo Se Itna Kehdo, Hamara Janaza B Teri Barat Se Badhkar Hoga.
Gile kagaz ki tarah he zindagi apni,Koi jalata bhi nahi aur bahata bhi nahi,Is kadar akele ho gaye he aaj kal,Koi satata bhi nahi or manata bhi nahi.!
Kash wo nagme hume sunae na hote. Aaj unko sun kar aasu aaye na hote. Agar isi tara bhul jana tha. To itni gehrai se dil me samaye na hote?
Kamse kam maut se aisi mujhe ummid nahi, Jindgi tune to diya dhoke pe dhoka
Sabke hote hue b tanhai mili he.Wafa kar k b burai mili he.Jitni dua ki kisi ko pane ki.Usse jyada uski judai mili He.
Kitne Parvane Jale Raaz Ye Pane Ke Liye Shamma Jalne Ke Liye Hai Ya Jalane Ke Liye? Ronewale Tujhe Rone Ka Saliqa Bhi Nahi Ashq Pine Ke Liye Hai Ya Bahane Ke Liye?
Kusnasib hai wo badal jo door rakar bhi jaime par baraste hai Aur badnasib ek hum jo kharib bhi milne ko taraste hai……
Unki galiyoon se jab gujre to manjar ajeeb tha, Dard tha magar wo dil ke kareeb tha, Jise hum dhoondhte the apni hathoon ki lakeeroon mein... Wo kisi doosre ki kismat, kisi aur ka naseeb tha.
Der raat jab kisi ki yad satay, thandi hawa jab zulfon ko sahlaye, karlo aankhe band aur so jao, kya pata jiska hai khyal wo khwabon mein aa jaye.
Mehfil Me Hasna Mera Mizaz Ban Gaya,Tanhai Me Rona ek Raaz Ban Gaya.Dil Ke Dard Ko Chehre Se Zahir Na Hone Diya,Yehi Mere jine ka andaz ban gaya.
JANE KYA MUJHSE ZAMANA CHAHTA HAI, MERA DIL TODKAR MUJHE HASANA CHAHTA HAI, JANE KYA BAAT JHALAKTI HAI MERE CHEHRESE, HAR SHAKHS MUJHE AAZMANA CHAHTA HAI
Us Ne Mujh Se Poocha Ek Roz Tume Chahne Walon Se Dar Kyun Lagta Hai Kyun Baghte Ho Kyun Khamosh Rehte Ho Kyun Tanha Rehte Ho Muje Koyi Jawab Na Mila Kehne KoBusEk Ansoon Gira Aur Rul Gaya Khak Mein