how are Aasmaan ke Taare Aksar Puchate hai Humse, Kya Tumhe Aaj bhi Intzaar hai Uske Laut aane ka...Aur Ye Dil Muskurake Kehta Hai, Mujhr Abb Tak Yakin nahi hua Uske jane ka !!
Phulo se hasin muskana ho aapki, Chand sitaro se Jyada shan ho aapki, Jindagi ka sirf ek hi ho maqsad, Ki aasman se unchi udan ho aapki. Happy friendship day.
Woh baat kya kahe jiska koi matlab na ho, Woh dua kya kare jiska koi asar na ho, kaise kah de hamari umer appko lag jay, kya pata kal hamari umer hi na ho.