Arz kiya hai Bus

Arz kiya hai Bus
Arz kiya hai Bus nazron se dekh liya hota agar tammana thi darane ki, Hum yun hi behosh ho jaate. Kya zaroorat thi aap ko muskurane ki.
  

Jan, 23 2012     135 chars (1 sms)     13715 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

.Tere baal he ya ghana "Andhera",Tere baal hai ya ghana "Andhera"Kar dun "GANJA" ho jaye Sawera...!Ab Bolo wah wah!
Khawabon me ayenge SMS ki tarha,dil me bas jange RINGTONE ki tarha,dosti kam na hogi BALANCE ki tarha,bas tum busy na rehna NETWORK ki tarha
Log kahte hai ki ISHQ me nind ud jati hai. Log kehte hai k ISHQ main neend ud jati hai. Hamko bhi ISHQ ho jaye, kambakt aajkal nind bahut aati hai."
sitam dhane ki hadh hoti hai,pass na aane ki bhi hadh hoti hai, Ruth jane ki bhi hadh hoti hai,1 sms kar de jalim paise bachane ki bhi hadh hoti hai
Nazar badalti h, Wafaye badal jati h, Meri ada se hawaye badal jati h Apni mhbooba ko bacha lo Bhaiya, Meri 1muskan se premikaye badal jati h
Pyaar main jubaan chup ho to Ankhen bolti he,Ankhen chup ho to Dil bolta he,Dil chup hoto,Hoto,Log bolte he "RAM NAAM Satya HE".....
Lambi khmoshi bahut kuch keh jati hai, tadapne k liye sirf yad reh jati hai, kya fark padta hai WILLS ho ya KING'S, jalne k bad sirf rakh to reh jati hai.
Har gali har deewar par tumhara hi naam hai, har gali har deewar par tumhara hi naam hai. Upar likha hai wanted aur niche 50 paise ka inaam hai !
Dekha tujhe to rooh khush ho gayi, Ek kami thi vo bhi puri ho gayi, Pagal hain vo log jo kehte hain ki, Chimpanzi ki aakhri nasal kahin kho gayi!!
Ruthi hai aise wo humse Jaise hum sach me unhe mana lenge wah-wah Itna waqt kaun zayaa karegaItne me to hum DUSRI pata lenge.
kahi andhera to kahi sham hogi,meri har kushi tere nam hogi ,kuch mang ke to dekh humse ,bijli pani ka bil aur karz mein doobi property tere nam hogi
Tum door sahi, majboor sahi, par yaar tumhari aati hai, tum ssans wahan lete ho, par badbu yahan tak aati hai!!!