Kya Janoo Sajan Huti Hai Kya Gham Ki Sham from Baharon Ke Sapne Movie (Rahul Dev Burman)

Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
Jal uthe sau diye jab liya tera naam
Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
Jal uthe sau diye jab liya tera naam
Kya jaanoon sajan

Kaanton mein main khadi, nainon ke dwaar pe
Nis din bahaar ke dekhoon sapne
Kaanton mein main khadi, nainon ke dwaar pe
Nis din bahaar ke dekhoon sapne
Chehre ki dhool kya, chanda ki chaandni
Utri to reh gayi mukh pe apne
Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
Jal uthe sau diye jab liya tera naam
Kya jaanoon sajan

Jabse mili nazar, maathe pe ban gaye
Bindiya nayan tere dekho sajna
Jabse mili nazar, maathe pe ban gaye
Bindiya nayan tere dekho sajna
Dhar li jo pyaar se, meri kalaayiyaan
Piya teri ungliyan ho gayi kangana
Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
Jal uthe sau diye jab liya tera naam
Kya jaanoon sajan..

Song Details
Movie
Baharon Ke Sapne
Artist
Rahul Dev Burman
Music Directory
Rahul Dev Burman
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Majrooh Sultanpuri

Other Lyrics from Baharon Ke Sapne

Aja Piya Tohey Pyar Dun
Chunri Sambhal Gori
Kya Janoo Sajan Huti Hai Kya Gham Ki Sham
Zamane Ne Maare Jawan Kaise Kaise

Other popular Lyrics by Rahul Dev Burman

Paise Ka Khel Nirala (Biwi O Biwi)
Aaja Meri Jaan (I Love New Year)
Suno Kaho Kaha Suna (Aap Ki Kasam)
Karwaten Badalte Rahe (Aap Ki Kasam)
Chunri Sambhal Gori (Baharon Ke Sapne)
Is Mod Se Jate Hain (Aandhi)
Allah Tera Nighebaan (Abdullah)
Hum To Hai Chhui Mui (Agar Tum Na Hote)
Kuch Humko Tumse Kehna Hai (Alag Alag)
Sare Shahar Mein (Alibaba Aur 40 Chor)