Sarphira from Sadda Adda Movie (Shamir Tandon)

Aa….aa….aa…..
Dil ke dil mein kya chhupa hai
Ye toh bas dil ko pata hai…., ho… Oo…
Dil ke dil mein kya chhupa hai
Ye toh bas dil ko pata hai
Dhadkano pe kiska pehra
Kaun kab kyun dil mein ttehra, aa..
Dil ke dil mein kya chhupa hai
Ye toh bas dil ko pata hai..
Kya azab es dil ki ada hai…

Sarphira hai, sarphira hai
Dil toh kuch kuch sarphira hai
Sarphira hai, sarphira hai
Dil toh kuch kuch sarphira….hai

Khwahison se ankh micholi khelta hai dil…hamesha
Kasmkash ki bandhishein bhi jhelta hai dil hamesha…
Khwahison se ankh micholi khelta hai dil…hamesha
Kasmkash ki bandhishein bhi jhelta hai dil hamesha…
Chehre pe ishtihar laga kar ghoomta hai
Hashraton ki numaish karke jhoomta hai…

Sarphira hai, sarphira hai
Dil toh kuch kuch sarphira hai
Sarphira hai, sarphira hai
Dil toh kuch kuch sarphira….hai

Yeh samajh na paya koi
Karta hai dil kyon nadani
Dil ke lakhon hisse hain
Aur dil ki lakhon hain kahani…
Yeh samajh na paya koi
Karta hai dil kyon nadani
Dil ke lakhon hisse hain
Aur dil ki lakhon hain kahani
Yeh dil jo atka toh atak hi jata hai
Tadapta hai toh khamosh rehta hai

Sarphira hai, sarphira hai
Dil toh kuch kuch sarphira hai
Sarphira hai, sarphira hai
Dil toh kuch kuch sarphira….hai
Sarphira hai, sarphira hai…..


Song Details
Movie
Sadda Adda
Artist
Shamir Tandon
Music Directory
Shamir Tandon
Music Label
Big Music
Singers
Shahid Mallya
Lyricist
Sandeep Nath

Other Lyrics from Sadda Adda

Aao Saaf Karein
Dilli Ki Billi
Dosti
Lecture Bunk Karna
Sadda Adda
Sarphira

Other popular Lyrics by Shamir Tandon

Badlapur Boys (Title) (Badlapur Boys)
Click (Click)
We Are The Queens (Aamras)
Sadda Adda (Sadda Adda)
Dilli Ki Billi (Sadda Adda)
Lecture Bunk Karna (Sadda Adda)
Raftaar (Acid Factory)
Yaadein Yaad Aati Hai (Click)
Lamha Lamha Zindagi Hai (Corporate)
Jaanu Na Jaanu (Utt Pataang)