Jaan Ki Ye Baazi from Aakhri Baazi Movie (Anu Malik)

Jaan ki ye baazi aakhiri baazi khelenge hum
Jinda hua to fir se hamme mar gaye hum
Dunia se aaj uth jayega dushman tera
Mere dost mere dost mere dost
Teri kasam teri kasam
Jaan ki ye baazi aakhiri bazi khelenge hum
Jinda hua to fir se hamme mar gaye hum
Dunia se aaj uth jayega dushman tera
Mere dost mere dost mere dost
Teri kasam teri kasam
Jaan ki ye baazi aakhiri bazi khelenge hum

Abhhi dekhni thi tujhko dunia ki har bahar
Tu chal diya abhi se mame karke bekarar
Jab tak na teri maut ko badla chukayenge
Dusman to kya hai khud ko
Maaf kar na payenge
Dunia se aaj uth jayega dusman tera
Mere dost mere dost mere dost
Teri kasam teri kasam
Jaan ki ye baazi aakhiri baazi khelenge hum

Dil ban ke dhadkati hai sine me teri yad
Har sans ban gayi hai teri yad ke fariyad
Tu chup hua to kya hua jawab denge hum
Tere khun ke har katre ka hisab lenge hum
Dunia se aaj uth jayega dusman tera
Mere dost mere dost mere dost
Teri kasam teri kasam
Jaan ki ye baazi aakhiri baazi khelenge hum
Jinda hua to fir se hamme mar gaye hum
Dunia se aaj uth jayega dusman tera
Mere dost mere dost mere dost
Teri kasam teri kasam..

Song Details
Movie
Aakhri Baazi
Artist
Anu Malik
Music Directory
Anu Malik
Music Label
Venus Records
Singers
Amit Kumar
Lyricist
Indeevar (Shyamalal Babu Rai)

Other Lyrics from Aakhri Baazi

Chori Chori Aap Mere
Deewani Deewani
Jaan Ki Ye Baazi
Ram Se Hai Laxman

Other popular Lyrics by Anu Malik

Time Bomb (Aasmaan)
Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo (Ab Tumhare Hawale Watan)
Har Ek Muskurahat (Ankhon Mein Tum Ho)
Mann Tera Mera Mann (Aaghaaz)
Dil Ko Pathar (Aaghaaz)
Deewani Deewani (Aakhri Baazi)
Ye Kaali Kaali Aankhein (Baazigar)
Hindustan Hindustan (Border)
Is Mitti Ka Karz Tha Mujhpe (China Gate)
Goli (Shootout At Wadala)